Na Ye Zameen Thi Lyrics Sagaai - Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Na Ye Zameen Thi Lyrics Sagaai - Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Sagaai
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Rajendra Krishan
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label: Saregama
Starring: Biswajeet, Rajshree, Johny Walker, Prem Chopra, Helen
Release on: null
lyrics
Na ye zameen thi na aasma tha Na chand taro ka hi nisha tha Magar ye sach hai ke un dino bhi Tera mera pyar yu hi jawa tha Na ye zameen thi na aasma tha Na chand taro ka hi nisha tha Magar ye sach hai ke un dino bhi Tera mera pyar yu hi jawa tha Na ye zameen thi na aasma tha
Chale kaha se kaha pe aaye Khumar banke jaha pe chhaye Chale kaha se kaha pe aaye Khumar banke jaha pe chhaye Nibhai rasme vafa kuchh aise Mohabbato ke chaman khilaye Nibhai rasme vafa kuchh aise Mohabbato ke chaman khilaye Na kaise aasan hoti manjil Har ek arman naujawa tha Na ye zameen thi na aasma tha Na chand taro ka hi nisha tha Magar ye sach hai ke un dino bhi Tera mera pyar yu hi jawa tha Na ye zameen thi na aasma tha
Hami ne taro ko roshani di Hami ne phulo ko tajgi di Hami ne taro ko roshani di Hami ne phulo ko tajgi di Jidhar se gujare jaha bhi thahre Har ek jarre ko jindagi di Kuch isme dil ki tadap thi shamil Kuda bhi kuchh hum pe meharban tha Na ye zameen thi na aasma tha Na chand taro ka hi nisha tha Magar ye sach hai ke un dino bhi Tera mera pyar yu hi jawa tha Na ye zameen thi na aasma tha
Najar mein phulo bhari hai rahe Khushi se rangin hai nigahe Najar mein phulo bhari hai rahe Khushi se rangin hai nigahe Suno to kuchh kah rahi hai hamse Bahar faila ke apni baahe Idhar se gujroge ek din tum Nasib aisa mera kaha tha Na ye zameen thi na aasma tha Na chand taro ka hi nisha tha Magar ye sach hai ke un dino bhi Tera mera pyar yu hi jawa tha Na ye zameen thi na aasma tha.