Na Aasman Na Sitare Fareb Dete Lyrics Neela Aakash - Lata Mangeshkar
Na Aasman Na Sitare Fareb Dete Lyrics Neela Aakash - Lata Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Na aasman na sitare Fareb dete hai Na aasman na sitare Fareb dete hai Hame to apne sahare Fareb dete hai Na aasman na sitare Fareb dete hai Hamein to apne sahare Fareb dete hai Na aasmaan
Bahar hasti huyi Kyun chaman me aati hai Bahar hasti huyi Kyun chaman me aati hai Ye char din ke liye Phul kyu khilati hai Nazar ko kyu ye Nazare fareb dete hai Hame to apne sahare Fareb dete hai Na aasmaan
Lagi hai aag khud Apne hi aashiyane se Lagi hai aag khud Apne hi aashiyane se Woh budnaseeb gila Kya kare zamane se Ke jisko apne hi pyare Fareb dete hai Hame to apne sahare Fareb dete hai Na aasman na sitare Fareb dete hai Hame to apne sahare Fareb dete hai Na aasman.