Mujhe Naulakha Manga De Re Lyrics Sharaabi - Asha Bhosle, Kishore Kumar
Mujhe Naulakha Manga De Re Lyrics Sharaabi - Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Sharaabi
Singers: Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Bappi Lahiri
Music Director: Bappi Lahiri
Music Label: Saregama
Starring: Amitabh Bachchan, Jaya Prada, Pran, Om Prakash
Release on: 18th May, 1984
lyrics
Ang ang tera rang rachaake Aisa karu singaar Jab jab jhaanjhar jhankaau main Khanake man ke taar
Mujhe naulakha manga De re o saiya deewane Mujhe naulakha manga De re o saiya deewane Mujhe naulakha manga De re o saiya deewane Maathe pe jhumar Kaanon mein jhumka Paanv mein paayaliyaa Haatho mein ho kangana
Mujhe naulakha manga De re o saiya deewane Tujhe main tujhe main Tujhe gale se laga lungi O saiya deewane Mujhe angiya sila de O saiya deewane Tujhe main tujhe main Tujhe seen se lagaa lungi O saiya deewane Mujhe naulakha manga De re o saiya deewane
Salma sitaron ki jhilmil chunariya Aau pahenke to fisle najariya Mujhe ko sajaa de balmaa sajaa de Mujhe ko sajaa de balmaa
Kori kuwari yeh kamseen umariya Tere liye naache sajke sanwariya Laali manga de sajna Suraj se laali manga de sajna Tujhe main tujhe main Tujhe hothon se laga Lungi o saiya deewane Tujhe hothon se laga Lungi o saiya deewane Mujhe naulakha manga De re o saiya deewane
Main to saari umariya lutaye baithi Balma do akhiyon ki sharaat mein Main to janmon ka Sapna sajaaye baithi Sajanaa kho ke teri Mohabbat mein
Maana re maana yeh ab maine maana Hota hai kya saiyan dil ka lagana Roke yeh duniya ya ruthe zamana Jaana hai mujhko sajan ghar jaana Jaise kajra hase jaise kajra hase Jaise kajra hase jaise kajra hase Waise akhiyon mein Tum muskurana Ho kirnon se yeh Maang meri sajaa de Punam ke chanda ki Bindiya manga de Tujhe main tujhe main Tujhe maathe pe sajaa Lungi o saiya deewane Tujhe maathe pe sajaa Lungi o saiya deewane
Maathe pe jhumar Kaanon mein jhumka Paanv mein paayaliyaa Haatho mein ho kangana Mujhe naulakha manga De re o saiya deewane Tere kadmon pe chhalka Dungi main saare maikhaane
Log kehte hai main sharaabi hun Log kehte hai main sharaabi hun Tum ne bhi shaayad Yehi soch liye haan Log kehte hai main sharaabi hun
Kissi pe husn ka gurur Jawaani ka nasha Kissi ke dil pe mohabbat Ki rawaani ka nasha Kissi ko dekhke saanso Se ubharta hai nasha Bina piye bhi kahin hadh Se guzarta hai nasha Nashe mein kaun nahin Hai mujhe bataao zara Kisse hai hosh mere Saamne to laao zara Nasha hai sab pe magar Rang nashe ka hai juda Khili khili hui subah pe Hai shabnam ka nasha Hawa pe khushbu ka baadal Pe hai rimjhim ka nasha Kahin surur hai khushiyon Ka kahin gham ka nasha Nasha sharaab mein Hota to naachti botal Maikade jhumte paimaanon Mein hoti hulchul Nasha sharaab mein Hota to naachti botal Nashe mein kaun nahin Hai mujhe bataao zara Nashe mein kaun nahin Hai mujhe bataao zara
Log kehte hai main sharaabi hun Log kehte hai main sharaabi hun Tum ne bhi shaayad Yehi soch liye haan Log kehte hai main sharaabi hun
Thodi aankho se pilaa De re sajni deewani Thodi aankho se pilaa De re sajni deewani Tujhe main tujhe main Tujhe saanso mein basaa Lunga sajni deewani Tujhe naulakhaa manga Dunga sajni deewani Tujhe naulakhaa manga Dunga sajni deewani.