Mhare Hiwda Lyrics Hum Saath-Saath Hain: We Stand United - Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Hariharan, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Udit Narayan
Mhare Hiwda Lyrics Hum Saath-Saath Hain: We Stand United - Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Hariharan, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Udit Narayan
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Mhare hiwda mein nache mor, Tak thaiya thaiya, Bhavre ne machaya shor, Khili dil ki kaliyan, Badla mausam, badle nazare, Ya badla hai nazariya, Mhare hiwda mein nache mor, Tak thaiya thaiya…
Tu nai naveli dulhan hai, Tera roop pyar ka darpan hai, Teri mehendi se, tere gajre se, Mehka mehka mera jeevan hai, Mere sawalon ka jawaab banke Tu aai sajaniya, Mhare hiwda mein nache mor, Tak thaiya thaiya, Aisi bandhi pyar ki dor, hui main bavariya, Badla mausam, badle nazare, Ya badla hai nazariya, Mhare hiwda mein nache mor, Tak thaiya thaiya…
Yah pyar ka sawan aaya hai, Sang preet ka mausam laaya hai, Jo dil mein chhupa ke rakha tha, Woh raaz labon par aaya hai, Dil mein basake, apna banake, Le chalun prem nagariya, Mhare hiwda mein nache mor, Tak thaiya thaiya, Chahe le jao jis ore, Sang chalungi saiyan, Badla mausam, badle nazare, Ya badla hai nazariya, Mhare hiwda mein nache mor, Tak thaiya thaiya…
Yeh chand sitaron ki baaraat, Layee hai ghadi suhani, Kya baat hai, mere saath hai, Mere sapnon ki rani, Barson sataya tune, chain churaya, Main aaj na chhodoon baiyan…