Mere Noor Ke Charche Lyrics Hatyara - Asha Bhosle
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Ho baithe baithe ek din Khuda ko aisa chada sharur Ke aaj main bnata hu ek huro ki hur Phir phulo se mehak li taro se chamak Mausam se masti li bijli se damak Shabnam se pyas li samma se jalan Koyal si kuki li o papihe ki lgan Jisko banake khuda ko bhi ho gaya Thoda sa garur
O mere nur ke charche dur dur Mere nur ke charche dur dur Mujhe dekhe ye duniya ghur ghur Meri mashur ho gayi jawani Jawani dekho yaro main Mera naam chale re bazaro main O mera naam chale re bazaro main O mere nur ke charche dur dur Mujhe dekhe ye duniya ghur ghur Meri mashur ho gayi jawani Jawani dekho yaro me Mera naam chale re bazaro main O mera naam chale re bazaro main
O gori gori chandani ne Chehara hai mera nikhara Gori gori chandani ne Chehara hai mera nikhara Rup mera hath se baharo Ne aakar sawara O rup mera hath se baharo Ne aakar sawara Rang mere labo ka gulabi Ang mere hai dekho shababi Kis nazar se pilayi sharabi Sharabi ek hazaro main Mera naam chale re bazaro main O mera naam chale re bazaro main
Ha chori chori log mujhse Milne ka dhunde bahana Chori chori log mujhse Milne ka dhunde bahana Haye kaha jau mere pichhe sara zamana Haye kaha jau mere pichhe sara zamana Maine aisi hai aachis lgayi Jo bhuje na kisi ke bhujai Maine dekho macha di Tabahi tabahi dildaro main Mera naam chale re bazaro main Mere nur ke charche dur dur Mujhe dekhe ye duniya ghur ghur Meri mashur ho gayi jawani Jawani dekho yaro main Mera naam chale re bazaro main O mera naam chale re bazaro main.