Mere Dil Ki Jali Hai Aaj Holi Lyrics Pinjra - Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mere Dil Ki Jali Hai Aaj Holi Lyrics Pinjra - Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Pinjra
Singers: Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists: Bharat Vyas
Music Composer: Ram Kadam
Music Director: Ram Kadam
Music Label: Saregama
Starring: Sandhya, Shreeram Lagoo, Raja Gowswami, Vatsala Deshmukh
Release on: null
lyrics
Ae ghunghroo ki Jhankar sun’ne waalon Ab toote dil ke Taar ki bhi jhankaar suno Mehfil ki muskaanon mein Jhoomne waalon Mere ansuwan se bheegi Aaj pukaar suno
Mere dil ki jali hai aaj holi Kaisi kismat ne kee hai yeh thithholi Mere dil ki jali hai aaj holi Kaisi kismat ne kee hai yeh thhithholi Mere dil ki jali hai aaj holi Kaisi kismat ne kee hai yeh thhithholi
Ganga jaisa nirmal nishhhal Sukhi ek gaaon thha Sukhi ek gaaon thha Rao rank dono baraabar Nahin bhedbhaaw thha Nahin bhedbhaaw thha Uske gun gauravon se duniya doli ee Kaisi kismat ne kee hai yeh thhithholi Mere dil ki jali hai aaj holi Kaisi kismat ne kee hai yeh thhithholi
Aise gaaon mein ik bhola Bhala kulwant thha Bhala kulwant thha Sadaachaari sewa bhaavi Man ka saadhu sant thha Man ka saadhu sant thha Uspe ik menka ne paapi drishti kholi ee Kaisi kismat ne ki hai Yeh thhithholi
Nadi paar us naagan ne ae Jaal bichaaya Jaal bichaaya Naach gaan se logon ko Deewaana banaaya Deewaana banaaya Phans gayee jaal mein uske Janta bholi ee Kaisi kismat ne kee hai yeh thhithholi
Maangne jawaab gaya wo Chali nartaki ne chaal Chali nartaki ne chaal Shringaar ki aandhi mein Phansaa panchi behaal Phansaa panchi behaal Kaate pankh chalaayee aisi goli Kaisi kismat ne kee hai yeh thhithholi Nahin nahin Mere dil ki jali hai aaj holi ee Kaisi kismat ne ki haiye thhithholi
Ha huyi bhang uski tapasya Kahin ka raha na wo Kahin ka raha na wo Adhap patan ki seema thhi Hua bhrasht aisa wo Hua bhrasht aisa wo Uski kutton ke jaisi haalat holi Kaisi kismat ne ki hai yeh thhithholi
Kaise bolu kalejaa.. Kaise boloon o mere kanhaayee
Apne hi karmon se ye ae ae Durdashaa banaayee Durdashaa banaayee Apne hi haathon apni Chita hai rachaayee Chita hai rachaayee Aaj arthi bani hai meri doli ee Aaj arthi bani hai meri doli ee Kaisi kismat ne ki hai yeh thhithholi Kaisi kismat ne Kee hai yeh thhithholi.