Mera Dil Ye Pukare Lyrics Nagin - Lata Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Mera dil ye pukaare aa Jaa mere gham ke sahaare aa jaa Bhigaa bhigaa hai sama Aise me hai tu kahaan Mera dil ye pukaare aa Jaa mere gham ke sahaare aa jaa Bhigaa bhigaa hai sama Aise me hai tu kahaan Mera dil ye pukaare aajaa
Tu nahi to ye rut ye hawa Kya karun kya karun Tu nahi to ye run ye Hawa kya karun Dur tujh se mai rah ke Bataa kya karun kya karun Sunaa sunaa hai jahaa Ab jaaun mai kahaan Bas itanaa mujhe samajhaa jaa Bhigaa bhigaa hai sama Aise me hai tu kahaan Mera dil ye pukaare aa jaa Mere gham ke sahaare aa jaa
Aandhiyaan wo chali Aashiyaa lut gaya lut gaya Aandhiyaan wo chali Aashiyaa lut gaya Pyaar kaa muskuraataa Jahaa lut gaya lut gaya Ek chhoti si jhalak Mere mitane talak O chaand o chaand Mere dikhalaa jaa Bhigaa bhigaa hai sama Aise me hai tu kahaan Mera dil ye pukaare Aa jaa mere gham Ke sahaare aa jaa.