Matwali Ghatao Lyrics Hanste Rehna - Sulochana Kadam
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Matwali ghatao Matwali ghatao Zara tum jhum ke aana Khushiyon ka zamana hai yeh Khushiyon ka zamana Matwali ghatao Zara tum jhum ke aana Khushiyon ka zamana hai yeh Khushiyon ka zamana
Kaliya meri armano ki Muskane lagi hai Reh reh ke nigahe meri Sarmane lagi hai Aji sarmane lagi hai Dekha hai in aankho ne Dekha hai in aankho ne Koi khwab suhana Khushiyon ka zamana hai yeh Khushiyon ka zamana Matwali ghatao Zara tum jhum ke aana Khushiyon ka zamana hai yeh Khushiyon ka zamana
Nazro ko meri aaj Tum pahchan gaye ho Kehte hai mohabbat kise Tum jaan gaye ho Aji tum jaan gaye ho Ab itni si vinti hai Ab itni si vinti hai Kahi door na jana Khushiyon ka zamana hai yeh Khushiyon ka zamana Matwali ghatao Zara tum jhum ke aana Khushiyon ka zamana hai yeh Khushiyon ka zamana
Shikwa kabhi hum zurm Sitam ka nahi karte Hum chahe wale Nahi dukh dard se darte Nahi dukh dard se darte Ulfat ne sikhaya hai Ulfat ne sikhaya hai Hume ranj uthana Khushiyon ka zamana hai yeh Khushiyon ka zamana Matwali ghatao Zara tum jhum ke aana Khushiyon ka zamana hai yeh Khushiyon ka zamana.