Makhdum Shah Baba Lyrics Kasam Dhande Ki - Mohammed Aziz
Makhdum Shah Baba Lyrics Kasam Dhande Ki - Mohammed Aziz
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Ye hai wo darbar jo Mayusho ki aas bandhaye Tode jo so bar tauba Wo bhi mafi paye Makhdum shah baba Mere makhdum shah baba Makhdum shah baba Mere makhdum shah baba Dar pe sawali aaye madad ko aaja Dar pe sawali aaye madad ko aaja Makhdum shah baba Mere makhdum shah baba Makhdum shah baba Mere makhdum shah baba Dar pe sawali aaye madad ko aaja Dar pe sawali aaye madad ko aaja Ya makhdum shah baba Mere ya makhdum shah baba Ya makhdum shah baba Mere ya makhdum shah baba
Sath jo mera do tak Chadar jo bhi chadane aaye Shah baba ki barkat se Wo sari murade paye Sath jo mera do tak Chadar jo bhi chadane aaye Shah baba ki barkat se Wo sari murade paye Sabke liye hai khula tera darwaja Sabke liye hai khula tera darwaja Dar pe sawali aaye madad ko aaja Dar pe sawali aaye madad ko aaja Ya makhdum shah baba Mere ya makhdum shah baba Ya makhdum shah baba Mere ya makhdum shah baba
Baba teri raham dili ki Jag mein dhum machi hai Jinki jholi khali hai tune Unki jholi bhari hai Baba teri raham dili ki Jag mein dhum machi hai Jinki jholi khali hai tune Unki jholi bhari hai Waliyo mein bade wali hai mere baba Waliyo mein bade wali hai mere baba Dar pe sawali aaye madad ko aaja Dar pe sawali aaye madad ko aaja Ya makhdum shah baba Mere ya makhdum shah baba Ya makhdum shah baba Mere ya makhdum shah baba
Karte hai duniya pe hukumat Ye bambai ke badsah Rasta jo bhule hue hai Unko dikhaye rashta Karte hai duniya pe hukumat Ye bambai ke badsah Rasta jo bhule hue hai Unko dikhaye rashta Har besahare ka hai tuhi sahara Har besahare ka hai tuhi sahara Dar pe sawali aaye madad ko aaja Dar pe sawali aaye madad ko aaja Ya makhdum shah baba Mere ya makhdum shah baba Ya makhdum shah baba Mere ya makhdum shah baba
Baba ke bachpan ka kissa Tumhe sunata hu Maa ka darja kya hota hai Ye batlata hu Ek rat ko maa ne uthkar Bete se paani manga Baba jab uthkar paani laye to Soya hua maa ko paya Bete ne maa ko na jagaya Bete ne maa ko na jagaya Paani lekar khade rahe Maa ki subah jab aankh khuli Bete ko dekha hairat se Maa ne puchha paani lekar Kab se khada hai tu bete Aapne jab paani manga tha Tab se hi baba bole Bete ki kidhmat ko dekh kar Bete ki kidhmat ko dekh kar Maa ne usko chum liya Pyar se sar pe hath rakha Aur naam unhe makhrum diya Maa ki duaye lekar hi Bete ka itna naam hua Kabhi na maa ka dukhana dil Paygam yahi hai baba ka Kabhi na maa ka dukhana dil Paygam yahi hai baba ka Kabhi na maa ka dukhana dil Paygam yahi hai baba ka
Maa khush rahengi To khush honge baba Maa khush rahengi To khush honge baba Dar pe sawali aaye madad ko aaja Dar pe sawali aaye madad ko aaja Makhdum shah baba Mere makhdum shah baba Makhdum shah baba Mere makhdum shah baba Dar pe sawali aaye madad ko aaja Dar pe sawali aaye madad ko aaja Ya makhdum shah baba Mere ya makhdum shah baba Ya makhdum shah baba Mere ya makhdum shah baba Ya makhdum shah baba Mere ya makhdum shah baba Ya makhdum shah baba Mere ya makhdum shah baba Ya makhdum shah baba Mere ya makhdum shah baba Ya makhdum shah baba Mere ya makhdum shah baba.