Main Teri Gunhagaar Hoon Lyrics Dharma - Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Main Teri Gunhagaar Hoon Lyrics Dharma - Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Main teri gunhagaar hoon Main tujhse se sharmsar hoon Par maaf karna yaar Main fir bhi tera pyar hoon Par maaf karna yaar Main fir bhi tera pyar hoon
Main teri gunhagaar hoon Main tujhse se sharmsar hoon Par maaf karna yaar Main fir bhi tera pyar hoon Par maaf karna yaar Main fir bhi tera pyar hoon Main teri gunhagaar hoon
Pathar ko hira jan kar Dil mein basa liya Pathar ko hira jan kar Dil mein basa liya Lekin teri wafao se Maine daga kiya Maine daga kiya Chahe teri nigaho mein Chahe teri nigaho mein Kitni khata waar hu Par maaf karna yaar Main fir bhi tera pyar hoon Par maaf karna yaar Main fir bhi tera pyar hoon Main teri gunhagaar hoon
Duniya me hai bana hua Dastur pyar ka Duniya me hai bana hua Dastur pyar ka Jab dil mile to dekh le Kya kasur pyar ka Kya kasur pyar ka Khoya hua luta hua Ho ho ho Khoya hua luta hua Mai tera etbar hu Par maaf karna yaar Main fir bhi tera pyar hoon Par maaf karna yaar Main fir bhi tera pyar hoon Main teri gunhagaar hoon
Tu kon hai main kaun hu Is bat se na dar Tu kon hai main kau hu Is bat se na dar Ja tujhko maaf kar diya Tu mujhko maaf kar Tu mujhko maaf kar Dilbar mera bechain hai Dilbar mera bechain hai To main bhi bekarar hoon Par maaf karna yaar Main fir bhi tera pyar hoon Par maaf karna yaar Main fir bhi tera pyar hoon Main teragunhagaar hoon
Main tujhse se sharmsar hoon Par maaf karna yaar Main fir bhi tera pyar hoon Par maaf karna yaar Main fir bhi tera pyar hoon.