Main Kehta Danke Ki Chot Par Lyrics Hari Darshan - Lata Mangeshkar
Main Kehta Danke Ki Chot Par Lyrics Hari Darshan - Lata Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Hari Darshan
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Mai kahta danke ki chhoat par Mai kahta danke ki chhoat par Dayan se sunio lala Hari hai hazar aankh vala Wo din dayala Hari hai hazar aankh vala Wo din dayala Hari hai hazar aankh vala
Kya kahna samrath sayi ka Kya kahna samrath sayi ka Kya se kya kar dala Hari hai hazar aankh vala Wo din dayala Hari hai hazar aankh vala
Kon batore kankar pathar Kon batore kankar pathar Jab ho hath me hira Jab ho hath me hira Kanchan sada rahega kanchan Kanchan sada rahega kanchan Or kadhir kadhira Or kadhir kadhira sacha ke jhut ka nikala Sacha ke jhut ka nikala Har dam diwala Hari hai hazar aankh vala Wo din dayala Hari hai hazar aankh vala
Mai kahta danke ki chhoat par Dayan se sunio lala Hari hai hazar aankh vala Wo din dayala Hari hai hazar aankh vala
O koi jhuka nahi sakta jag me Koi jhuka nahi sakta jag me Apne parbhu ka jhanda Apne parbhu ka jhanda Jo usko chhedega uske Jo usko chhedega uske sir pe padega danda Sir pe padega danda Yugo se yugo se is dharti par Uski ka hai bol bala Hari hai hazar aankh vala Wo din dayala Hari hai hazar aankh vala
Mai kahta danke ki chhoat par Dayan se sunio lala Hari hai hazar aankh vala Wo din dayala Hari hai hazar aankh vala Wo din dayala hai rakhvala Wo din dayala hai rakhvala Wo din dayala hai rakhvala Kya marega marne vala Kya marega marne vala Wo din dayala hai rakhvala Wo din dayala Wo din dayala hai rakhvala Wo din dayala Wo din dayala hai rakhvala Wo din dayala.