Main Ho Gayi Deewani Lyrics Kasam Suhaag Ki - Hemlata (Lata Bhatt)
Main Ho Gayi Deewani Lyrics Kasam Suhaag Ki - Hemlata (Lata Bhatt)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Salamat salamat salamat Salamat salamat Mubarak mubarak Nazar mein uski surat aur Jubaa par nam usi ka hain Kabhi acha na ho deewana Pan mera acha hain Bijli thi ke shola tha Kya jane wo kya tha Bijli thi ke shola tha Kya jane wo kya tha Afat ki kayamat thi Ya noor ka jalwa tha Dil tham liya hamne Kuch aisa nazara tha Milte hi nazar unse Milte hi nazar unse Milte hi nazar unse Ek pankh si lahrayi Aur main ho gayi deewani Deewani ho gayi deewani Main ho gayi deewani Deewani ho gayi deewani Main ho gayi deewani deewani Main ho gayi deewani Deewani ho gayi deewani Main ho gayi deewani Main ho gayi deewani
Hosh mein aye to ham Hosh gawa baithe the Hosh gawa baithe the Naj bahut tha jis par Dil wo luta baithe the Dil wo luta baithe the Naam uska koi Leta hain to lete hi Rote rote jo ankh Yad aye to has dete hain Ankh se neend suku Dil churane wala Tere sadke mujhe Deewana banane wale Phoolo mein sitaro mein Gulsan ki baharo mein Phoolo mein sitaro mein Gulsan ki baharo mein Tanhayi mein mahfil mein Ayine mein aur dil mein Har seen usi ki jab Har seen usi ki jab Har seen usi ki Jab tasvir nazar ayi to Main ho gayi deewani Deewani ho gayi deewani Main ho gayi deewani Deewani ho gayi deewani Main ho gayi deewani deewani Main ho gayi deewani Deewani ho gayi deewani Main ho gayi deewani Main ho gayi deewani
Ishk ko julm mohabbat Ko khata kahye hain kahte hain Har bhali cheez ko Jag wale bura kahte hain kahte hain Usko jis rog mein Dekha wo bhala lagta ho Mat kaho usko bura Mujhko bura lagta hain Jisko duniya ne Mohabbat ke na kabil samjha Wo masiha tha Jise apne katil samjha Katil hai to katil hain Wo pyar ke kabil hain Katil hai to katil hain Wo pyar ke kabil hain Wo meri mohabbat hain Wo meri ibadat hain Ab uski mohabbat mein Ab uski mohabbat mein Ab uski mohabbat mein Soharat hoke ruswayi Main ho gayi deewani Deewani ho gayi deewani Main ho gayi deewani Deewani ho gayi deewani Main ho gayi deewani deewani Main ho gayi deewani Deewani ho gayi deewani Main ho gayi deewani Main ho gayi deewani
Hamne dolat ke sarafat ke Sitam dekhe hain Hamne gairo ke nakabo ke Bharam dekhe hain Rasam duniya se isi Waste begane hain Ab agar hosh meim Ham na hai to deewane hain Rahe ulfat mein Kisi cheez ki ab chah nahi Dil to dil jan bhi lut Jaye to parwah nahi Dolat bhi dikhawa hain Izzat bhi tamasha hain Dolat bhi dikhawa hain Izzat bhi tamasha hain Duniya ko bahut hamne Najdil se dekha hain Mere dil nadaa ko Mere dil nadaa ko Mere dil nadaa ko Jaise hi samjh ayi to Main ho gayi deewani Deewani ho gayi deewani Main ho gayi deewani Deewani ho gayi deewani Main ho gayi deewani deewani Main ho gayi deewani Deewani ho gayi deewani Main ho gayi deewani Main ho gayi deewani Deewani deewani Deewani deewani Deewani deewani Deewani deewani Deewani deewani Deewani deewani Deewani deewani Deewani deewani Hai jab tak ja nhotho Par yahi afsana rahne do Khuda ke waste logo Mujhe deewana rahne do Deewani deewani deewani deewani Deewani deewani deewani deewani Deewani deewani deewani deewani Deewani deewani deewani deewani.