Main Ayi Tere Dwar Lyrics Dharma Karma - Bali Brahmbhatt, Sushma Shrestha (Poornima), Vinod Rathod
Main Ayi Tere Dwar Lyrics Dharma Karma - Bali Brahmbhatt, Sushma Shrestha (Poornima), Vinod Rathod
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Jai maa ambe shera wali Jai maa durge jai maa kaali Jai maa ambe shera wali Jai maa durge jai maa kaali Araj kampan vajar dhari Hai maa hai maa
Karma karma karma karma Hai maa raksha karo Ayi tere sharan mein Sunlo meri pukar Main ayi tere dwar Main ayi tere dwar Hai maa dukhiyo ke Dukh harne wali Kardo mera udhar Main ayi tere dwar Main ayi tere dwar
Jab jab atyachar badha hai Tune liya avtar Kahi pe durga kahi pe kaali Ban ke kiya sangar Maa teri shakti ne aandhi Toofano ka rukh moda Jaane kitno ka ghamand Pal bhar mein tune toda Teri takat ke aage jhukta hai Yeh sansar
Karma karma karma karma Hai maa raksha karo Ayi tere sharan mein Sunlo meri pukar Main ayi tere dwar Main ayi tere dwar
Bhakto ka bhay harne wali Chamunda rudrani Sun pukar meri aa jaao O jagtambe bhavani Dharam ki jai ho karam ki jai ho Do aisa vardan Khadak tumhara le karle Iss paapi ki jaan Sabki bali chadhaunga Main mata ke darbar Apne bhakto ki karegi maa swikar Iske sar pe aaj chalegi mata ki talwar Khush hogi maa tere Sharo ka pahnaunga haar Karma karma karma karma Hai maa raksha karo Ayi tere sharan mein Sunlo meri pukar Main ayi tere dwar.