Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye Lyrics Dil Tera Diwana - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye Lyrics Dil Tera Diwana - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Maasum chehara yeh kaatil adaaye Ke bemaut maare gaye hum bichaare Saagar se gehari tumhari nigaahe dubo De na hamako yeh laakar kanaare Saagar se gehari
Huwa samna kya ke sau tir khaye Ajab tir the woh najar bhi na aaye Huwa samna kya ke sau tir khaye Ajab tir the woh najar bhi na aaye Kya hum pe gujari tumhe kya bataaye Ke bemaut maare gaye hum bechaare Saagar se gehari tumhari nigaahe dubo De na hamako yeh laakar kanaare Saagar se gehari
Mohabbat ki unchhaayi par aa chuke hum Ke abb raahon ki dhul hai dono aalam Mohabbat ki unchhaayi par aa chuke hum Ke abb raahon ki dhul hai dono aalam Magar keh rahi hai Yeh dil ki sadaaye de na Hamako yeh laakar kanaare Maasum chehara yeh kaatil adaaye Ke bemaut maare gaye hum bichaare Maasum chehara
Diya jakhm tumne bada khubsurat Liya daag hamne bada khubsurat Diya jakhm tumne bada khubsurat Liya daag hamne bada khubsurat Salaamat rahein aapki yeh jafaayein Ke bemaut maare gaye hum bichaare Saagar se gehari tumhari nigaahe dubo De na hamako yeh laakar kanaare Maasum chehara.