Likhe Jo Khat Tujhe Lyrics Kanyadaan - Mohammed Rafi
Likhe Jo Khat Tujhe Lyrics Kanyadaan - Mohammed Rafi
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Kanyadaan
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Gopaldas Saxena (Neeraj)
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Saregama
Starring: Shashi Kapoor, Asha Parekh
Release on: 1st May, 1968
lyrics
Likhe jo khat tujhe Woh teri yaad mein Hazaaron rang ke Nazaare ban gaye Likhe jo khat tujhe Woh teri yaad mein Hazaaron rang ke Nazaare ban gaye
Sawera jab huya To phool ban gaye Jo raat aayi to Sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe
Koyi nagma kahin goonja Kahan dil mein Yeh tu aayi Kahin chatki kali koyi Main yeh samjha, tu sharmaayi Koyi khushboo kahin bikhri Laga yeh zulf lehraayi
Likhe jo khat tujhe Woh teri yaad mein Hazaaron rang ke Nazaare ban gaye Sawera jab huya To phool ban gaye Jo raat aayi to Sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe
Fiza rangeen, adaa rangeen Yeh ithlaana, yeh sharmaana Yeh angdhaayi, yeh tanhaayi Yeh tarsa kar, chale jaana Bana de ga nahi kisko Jawaan jadoo yeh deewana
Likhe jo khat tujhe Woh teri yaad mein Hazaaron rang ke Nazaare ban gaye Sawera jab huya To phool ban gaye Jo raat aayi to Sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe
Jahan tu hai, wahan main hoon Mere dil ki tu dhadhkan hai Musafir main tu manzil hai Main pyaasa hoon tu saawan hai Meri duniya yeh nazre hain Meri jannat yeh daaman hai
Likhe jo khat tujhe Woh teri yaad mein Hazaaron rang ke Nazaare ban gaye Sawera jab huya To phool ban gaye Jo raat aayi to Sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe.