Lahoo Banke Aansoo Lyrics Mujhse Shaadi Karogi - Alka Yagnik, Shabab Sabri, Sonu Nigam
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Mujhse Shaadi Karogi
Singers: Alka Yagnik, Shabab Sabri, Sonu Nigam
Song Lyricists: Arun Bhairav, Jalees Sherwani
Music Composer: Sajid Ali, Wajid Ali
Music Director: Sajid Ali, Wajid Ali
Music Label: T-Series
Starring: Salman Khan, Akshay Kumar, Priyanka Chopra
Release on: 30th July, 2004
lyrics
Rabba mere rabba Rabba mere rabba Yeh kya ho gaya hai Mera yaar mujhse Judaa ho gaya hai Judaa ho gaya hai
Ho dil apna dena Khata ho gaya hai Tujhe pyaar karna Saza ho gaya hai Saza ho gaya hai Ho tujhe is tarah se Yaad karne lage hai Tujhe is tarah se Yaad karne lage hai Lahoo banke aansoo Barasne lage hai Lahoo banke aansoo Barasne lage hai
Mohabbat se hum bhi Ab to darrne lage hai Mohabbat se hum bhi Ab to darrne lage hai Lahoo banke aansoo Barasne lage hai Lahoo banke aansoo Barasne lage hai
Yeh judaai beqaraari haai Yeh majbooriyaan Har kadam par saath hongi Ab meri tanhaaiyaan
Ab zamaana jaan lega Pyaar ki dushvaariyaan Meri dushman ban gayi Hai meri hi parchhaaiyaan
Khushi ke liye hum Ab tarasne lage hai Khushi ke liye hum Ab tarasne lage hai Lahoo banke aansoo Barasne lage hai Lahoo banke aansoo Barasne lage hai
Ho gaye hum kitne tanha Pyaar mein dil haarke Das rahi hai yeh judaai Bin sajan bin pyaar ke
Yaad humko aa rahe hain Chaar din voh pyaar ke Voh adaayein voh sharaarat Haai jalwe yaar ke
Ho judaai ke gham bhi Mujhpe hasne lage hai Judaai ke gham bhi Mujhpe hasne lage hai Lahoo banke aansoo Barasne lage hai Lahoo banke aansoo Barasne lage hai
Dil apna dena Khata ho gaya hai Tujhe pyaar karna Saza ho gaya hai Saza ho gaya hai Ho tujhe is tarah se Yaad karne lage hai Tujhe is tarah se Yaad karne lage hai Lahoo banke aansoo Barasne lage hai Lahoo banke aansoo Barasne lage hai.