Kya Tarif Karu In Hasino Ki Lyrics Trishna - Aziz Nazan
Kya Tarif Karu In Hasino Ki Lyrics Trishna - Aziz Nazan
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Kya tarif karu in hasino ki milte nahi alfaz Ek hasin dhokha hota hai inka har andaz Kya tarif karu in hasino ki milte nahi alfaz Ek hasin dhokha hota hai inka har andaz
Dhokhe ko bhi dhokha de de aise dhokhebaz Jinse khaya inse dhokha wohi jane ye rag Husn wale kisi ke yar nahi hote hai Husn wale kisi ke yar nahi hote hai Yar ho bhi gaye to ye wafadar nahi hote hai Husn wale kisi ke yar nahi hote hai Nahi hote nahi hote nahi hote hai Husn wale kisi ke yar nahi hote hai
Ye phulo ki to fitrat hai Hasino ki wo adat hai Hasino ki wo adat hai Ye phulo ki to fitrat hai Sabhi se muskurate hai Sitaro ki to adat hai Najar sab se ladate hai Najar sab se ladate hai Kisi bhi ek ka hona nahi aata Hasino ko diya pathar ka din Kudrat ne sare nazamino ko
Sare nazamino ko Sare nazamino ko Apne hatho se rab se sawara De diya hai inhe husn sara De diya hai inhe husn sara Wo kasis bhi ke hoti nahi kam Inka diwana hai sara alam Inka diwana hai sara alam Rang or nur se bhar diya hai Karam kudrat ne in par kiya hai Karam kudrat ne in par kiya hai Karam kudrat ne in par kiya hai Ek murwat na di ek mohabbat na di Or baki to sab kuch diya hai Or baki to sab kuch diya hai Or baki to sab kuch diya hai Husn wale kisi ke yar nahi hote hai Husn wale kisi ke yar nahi hote hai Yar ho bhi gaye to ye wafadar nahi hote hai Husn wale kisi ke yar nahi hote hai Nahi hote nahi hote nahi hote hai Husn wale kisi ke yar nahi hote hai
Usul inka nahi koi kare Jo bhi wo thoda hai Kare jo bhi wo thoda hai Koi yado me rahta hai Kisi se nam joda hai Kisi se nam joda hai Ye apne banke bhi ye to Raha karte hai begane Khuda inko na pahchana
To banda kaise pahchane To banda kaise pahchane To banda kaise pahchane Gair ki baho me jhul jaye Sath barso ka yu bhul jaye Sath barso ka yu bhul jaye Ye irade badalte hai kaise Jaise mausam badalta hai waise Jaise mausam badalta hai waise Inki ulfat me har pal andesha Nahi rahte kisi ke hamesha Nahi rahte kisi ke hamesha Nahi rahte kisi ke hamesha Hasi jitna hai jo bewafa utna wo
Bewafai hasino ka pesha Bewafai hasino ka pesha Bewafai hasino ka pesha Husn wale kisi ke yar nahi hote hai Husn wale kisi ke yar nahi hote haiy Yar ho bhi gaye to ye wafadar nahi hote hai Husn wale kisi ke yar nahi hote hai Nahi hote nahi hote nahi hote hai Husn wale kisi ke yar nahi hote hai.