Kya Kya Na Sitam Lyrics Kalyug Aur Ramayan - Asha Bhosle, Vishal Goswami
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Rang rangili nili pili aur Chamkili chudiya Inderdanush ke rang Dikhaye ye bhadkili chudiya Arey karne pe jo aa jaye To hain pyar chudiya Aur karne pe jo aa jaye To hain katar chudiya
Kya kya na sitam haye Kya kya na sitam haye Dhati hain chudiya Kya kya na sitam haye Dhati hain chudiya Jab bhi kisi kalayi mein Aati hai chudiya Besharam hain kuch bhi Na lazati hain chudiya Besharam hain kuch bhi Na lazati hain chudiya Bate ho chhupane Ki batati hain chudiya Besharam chudiya Bedard chudiya Besharam chudiya Bedard chudiya
Kuch chudiyo se chudiya Kuch chudiyo se Chudiya ladne lagi thi kal Kahne lagi ki sajan Ke pas chal zara Sajan ke pas chal Zara sajan ke pas chal Sunkar ye baat maine Gvaya na ek pal Par beraham thi Meri kalayi yun masal
Aise hi mujhe Aise hi mujhe roz Satati hain chudiya Besharam chudiya Bedard chudiya Besharam chudiya Bedard chudiya Kya kya na sitam haye Dhati hain chudiya Jab bhi kisi kalayi mein Aati hai chudiya
Arey pehnaye jo sajan Pehnaye jo sajan to Suhag hain chudiya Pehnaye begana to Ek aag hain chudiya Pritm inhe chhede to Ek rag hain chudiya Dushman chhye to Rishto pe dag hai chudiya Nazar pade gair ki Nazar pade gair ki To rudhati hain ram Bedard chudiya Besharam chudiya Bedard chudiya Besharam chudiya Kya kya na sitam haye Dhati hain chudiya Jab bhi kisi kalayi Mein aati hain chudiya
Jo kali chudiya thi Jo kali chudiya thi Putaliyo mein dhal gayi Jo nili chudiya thi Rango mein badal gayi Jo thi gulabi gal pe Khil ke bikhar gayi Jo lal thi rago mein Lahu ban utar gayi Yu nash nash mein Yu nash nash mein Dohdti jati hain chudiya Besharam chudiya Bedard chudiya Besharam chudiya Bedard chudiya
Kya kya na sitam haye Dhati hain chudiya Jab bhi kisi kalayi Mein aati hain chudiya Besharam hain kuch Bhi na lazati hain chudiya Besharam hain kuch Bhi na lazati hai chudiya Bate ho chhupane ki Batati hain chudiya Besharam chudiya Bedard chudiya Besharam chudiya Bedard chudiya.