Koi Kuchh Bhi Kahe Lyrics Duniya Hai Dilwalon Ki - Mohammed Rafi
Koi Kuchh Bhi Kahe Lyrics Duniya Hai Dilwalon Ki - Mohammed Rafi
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Koi kuchh bhi kahe pyare Magar ye bat pakki hai Yaha aata hai wo jis par Koi ilzam hota hai Ha shabab koi na koi tha Jo yu khinchkar chale aaye Ye to kismat hai meri jaa Varna kaun apni khushi se aaye yaha Dane dane pe naam hota hai Wahi dane hume le aaye yaha Ye to kismat hai meri jaa Varna kon apni khushi se aaye yaha Dane dane pe naam hota hai Wahi dane hume le aaye yaha Ye to kismat hai meri jaa
Yaar apna ek imamamu din tha Manchala tha aur bahut shaukin tha Ha sath chopati gaye hum ghumne Arey husn walo pe laga wo jhumne phir
Kabhi ladki ko yu bulata tha Dhire dhire siti bazata tha Dhire dhire siti bazata tha Gagna zamuna ke gane gata tha Raz ki tarha muskurata tha Ek ladki ko zara, Ek ladki ko zara jhadi si Pehne huye wo kali sadi si Uski aankho me deep jalte the Dekhne wale aankhe malte the Rat soyi thi uske balo me Chand hansta tha gore galo me Aayi shamat use salam kiya Usne chappal se apni kam liya
Ha ched khani ka maza mehanga pada Aur humko pyare jel me aana pada Ye to kismat hai meri jaa Varna kon apni khushi se aaye yaha Dane dane pe naam hota hai Wahi dane hume le aaye yaha Ye to kismat hai meri jaa
Dhokha diya nasib ne bankar bigad gaya Aaye haye arey kadke ki Jeb me jo mera hath pad gaya to phir Kholkar dekha pocket khali tha Pocket wala bhi khud shawali tha Band kagaj me dil ki tehrire Husn walo ki chand takdire Apni kismat ke rang aise the Ek sigret thi char paise the Char paiso me gujar kab hoti Husn walo ki nazar kab hoti Unhe daulat se pyar hota hai Inki bala se koi rota hai Aaya gusa to pocket phenk diya Pocket wale ne mujhko dekh liya
Ha bhagna chaha magar mai gir pada Jaise utha muh pe ek thappad pada Ha apne peshe se huyi nafrat mujhe Jel me karni padi kasrat mujhe Ye to kismat hai meri jaa Varna kon apni khushi se aaye yaha Dane dane pe naam hota hai Wahi dane hume le aaye yaha Ye to kismat hai meri jaa
Baap zinda tha bahut aaram tha Ghar me apna ramchandar naam tha Aur ab hume ab ramu dada kahte hai Chal me gangu ki hum rahte hai Aye ji mandir ka dhandha hota tha Apni masti me banda sota tha Yuhi phokat me kam chalta tha Kale ghode tak naam chalta tha Dil me chahat thi badi shehre ki Aane wali thi ghadi phere ki
Ha ma kasam apna ye dil kala nahi Dosto ki bat ko tala nahi Ha laye is masling ka sona Chal me ramchandra ko fasaya jal me Ye to kismat hai meri jaa Varna kon apni khushi se aaye yaha Ye to kismat hai meri jaa Varna kon apni khushi se aaye yaha Dane dane pe naam hota hai Wahi dane hume le aaye yaha Ye to kismat hai meri jaa.