Home Bollywood Kitni Baatein Lyrics Lakshya - Hariharan, Sadhana Sargam
Kitni Baatein Lyrics Lakshya - Hariharan, Sadhana Sargam
Kitni Baatein Lyrics Lakshya - Hariharan, Sadhana Sargam
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
lyrics Kitni baatein yaad aati hai Tasveerein si ban jaati hain Main kaise inhein bhooloon Dil ko kya samjhaun Kitni baatein kehne ki hai Honton par jo sehmi si hai Ik roz inhein sun lo Kyun aise gum-sum ho Kyun poori ho na paayi daastaan Kaise aayi hai aisi dooriyaan Dono ke dilon mein chhupa hai Jo ik anjaana sa gham Kya ho paayega woh kam Koyi kya kahe Dono ne kabhi zindagi ke Ik mod pe bhi jo paayi Hai kaisi woh tanhaai Koyi kya kahe Kitna viraan hai ye sama Saanson mein jaise ghulta hai dhuwaan Kaisi aayi hai aisi dooriyaan Kitni baatein yaad aati hai Tasveerein si ban jaati hain Main kaise inhein bhooloon Tumse aaj yun milke dil ko Yaad aaye lamhein kal ke Ye aansoon kyun hai chhalke Ab kya kahen Tumne hamko dekha jo aise Toh ik umeed hai jaagi Phir tumse pyaar paane ki Ab kya kahen Aa gaye ham kahaan se kahaan Hariharan: Dekhe mudke ye dil ka kaarvaan Kaisi aayi hai aisi dooriyaan Kitni baatein kehne ki hai Honton par jo sehmi si hai Ik roz inhein sunlo Kyun aise gum-sum ho Kitni baatein yaad aati hai Tasveerein si ban jaati hain Main kaise inhein bhooloon Dil ko kya samjhaun.
Lyrics in other langunge, If available -