Khuda Na Khasta Lyrics One By Two - Arijit Singh
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Tukdon ki yeh tasveer hai Tukdon mein bhi Lekin haseen tehreer hai Kehne ko yun keh leejiye Tewar bhari se badnuma Yeh zanjeer hai
Yeh zindagi jua hai Kisko yakeen hua hai Baaziyan na munasib Kahin badh jaaye na Ik tarfa safar ke Lab pe yehi dua hai Kahin na ganwara Mod koi mud jaaye na
Khuda na khasta Khuda na khasta Kudaya khair kare Khuda na khasta
Ik haath mein sau haath hai Aur doosre mein ranjishein Hain jazbaat hain Na jaane kyun iske liye Kohraam mein kuchh Itminaan si baat hai
Yeh zindagi dhuaan hai Kisne ise chhua hai Titliyon ki tarah shokh Hai udd jaaye na Ek tarfa safar ke Lab pe yehi dua hai Kahin na ganwara Mod koi mud jaaye na
Khuda na khasta Khuda na khasta Kudaya khair kare Khuda na khasta
O jeene ko jo aashiyana Biyabaan hai O palta ussi aashiyaane Mein toofan hai Saaiyaan saaiyaan
Itni silvatein maazi mein padi Jeene ki wajah unse thi badi O zaaya baat kyun Shikwon mein karein Adhoori hasratein Dar pe hain khadi
O yeh zindagi nasha hai Takleef mein maza hai Iski fitrat mein hi jung Hai chhid jaaye na Ik tarfa safar ke Lab pe yehi dua hai Kahin na ganwara Mod koi mud jaaye na
Khuda na khasta Khuda na khasta Kudaya khair kare Khuda na khasta
Khuda na khasta Khuda na khasta Kudaya khair kare Khuda na khasta.