Khil Uthi Hai Kali Kali Lyrics Hum Tum Aur Mom: Mother Never Misguides - Babul Supriyo, Rajshree Biswas
Khil Uthi Hai Kali Kali Lyrics Hum Tum Aur Mom: Mother Never Misguides - Babul Supriyo, Rajshree Biswas
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Hum Tum Aur Mom: Mother Never Misguides
Singers: Babul Supriyo, Rajshree Biswas
Song Lyricists: N/A
Music Composer: K.P
Music Director: K.P
Music Label: Das Music
Starring: Raj Vasudeva, Krishna Abhishek Mohnish Bahl, Mehr Hassan, Rohini Kapoor, Shabnam Kapoor, Mushtaq Khan, Reema Lagoo, Neelam Rajput , Tej Sapru, Ekta Sohini, Tiku Talsania
Release on: 18th July, 2005
lyrics
Khil uthi hai kali kali Mehaka hai gulshan Madmast hue hai bhanwre Madhosh hue hai bhanwre Dekha hai phool dekha hai rang Patjhad ke mausam mein ye kaisi bahar Dil ek hai umange hazaar Khil uthi hai kali kali Mehaka hai gulshan Madmast hue hai bhanwre Madhosh hue hai bhanwre
Chhut jaye agar pyar ki ghadi Reh jaye har nari kuwari Len den ki baat karo Dil ki dhadkan hai sunlo Pahle pahle kahte firte Hukum tera sar aankho par Baad mein bana kar hamko gulam Karwate hai intezaar Pahle pahle kahte firte Hukum tera sar aankho par Baad mein bana kar hamko gulam Karwate hai intezaar
Intezaar to hoga khatta Hoga milan mitha mitha Intezaar to hoga khatta Hoga milan mitha mitha Umare daraz mang kar Laye the char din Umare daraz mang kar Laye the char din Do aarzu me kat gaye do intezaar mein Do aarzu me kat gaye do intezaar mein Dekha hai phool dekha hai rang Patjhad ke mausam mein ye kaisi bahar Dil ek hai umange hazaar Khil uthi hai kali kali Mehaka hai gulshan Madmast hue hai bhanwre Madhosh hue hai bhanwre
Rani ho ya nauk rani Bina pyar ki unki jawani Bina jan ki hai zindgani Mat karna tum ye nadnai Ishq wisq se mujhko nahi hai Kuch bhi lena dena Bar bar dohra kar Mujhko bor na karna Pachtaoge tum varna Majnu ko dekho laila ki aankho se Majnu ko dekho laila ki aankho se Pyar ki juba samjho preet ki baato se Pyar ki juba samjho preet ki baato se Ishq ibaadat hai pyar tapasya hai Imitha nahi intihan ki Kurbani pahchan uski
Dekha hai phool dekha hai rang Patjhad ke mausam mein ye kaisi bahar Dil ek hai umange hazaar Dil ek hai umange hazaar Dil ek hai umange hazaar.