Ke Hum Jo Kaam Karte Hain Lyrics Muqaddar Ka Faisla - Kishore Kumar
Ke Hum Jo Kaam Karte Hain Lyrics Muqaddar Ka Faisla - Kishore Kumar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Muqaddar Ka Faisla
Singers: Kishore Kumar
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Bappi Lahiri
Music Director: Bappi Lahiri
Music Label: BMG Crescendo
Starring: Raaj Kumar, Raakhee, Raj Babbar, Meenakshi Seshadri, Tina Munim
Release on: 29th May, 1987
lyrics
Bol bol siyapati ramchandr ki jay Ram naam ki lut hain lut sake to lut Ant samay pachhatayega Jab paran jayege chhut Koi lute ya na lute hum lut ke rahege Jo tale tale kabhi na tute Woh tut ke rahenge Ke hum jo kaam karte hain Woh khule aam karte hain Na jane duniya wale kyun Hume badnaam karte hain
Ke hum jo kaam karte hain Woh khule aam karte hain Na jane duniya wale kyun Hume badnaam karte hain Ke hum jo kaam karte hain Woh khule aam karte hain Na jane duniya wale kyun Hume badnaam karte hain Ke hum jo kaam karte hain Woh khule aam karte hain Na jane duniya wale kyun Hume badnaam karte hain
Chalti chakki dekh ke Jiya kabira roye Hum do patan ke bich mein Sabhut bacha na koi Arey sab humko lalu kahe Panju kahe na koi Jo humko panju kahe woh khud Woh khud ullu lalu hoye Ke hum jo kaam karte hain Woh khule aam karte hain Na jane duniya wale kyun Hume badnaam karte hain Ke hum jo kaam karte hain Woh khule aam karte hain Na jane duniya wale kyun Hume badnaam karte hain
Chitarkut ke ghat par Arey chup ullu ki dum Mitarkut ke ghat par Bhai choran ki bhid Charan das chandan ghise Chandan ghise tilak kare ranvia Fokhat ka chandan ghis mere lalu Ghis mere lalu fokhat ka chandan
Tir sada vo mariye keh gaye pir fakir Dekhan me chhote lage Ghav kare ghambir Arey ghav kare ghambir Ke hum jo kaam karte hain Woh khule aam karte hain Na jane duniya wale kyun Hume badnaam karte hain Ke hum jo kaam karte hain Woh khule aam karte hain Na jane duniya wale kyun Hume badnaam karte hain
Ustad sanch barabar tap nahin Abe chup akkal ke tolu Chilgoze ke silke Joothh barabar tap nahin Sanch barabar pap Janke herday jooth hain Va ke herday aap Ek ek ko tol ke Aisa denge nap Jo samjhe beta hume Arey hum hai hum hain unke bap Ke hum jo kaam karte hain Woh khule aam karte hain Na jane duniya wale kyun Hume badnaam karte hain Ke hum jo kaam karte hain Woh khule aam karte hain Na jane duniya wale kyun Hume badnaam karte hain
Guriu chle bekunth ko Chela kahe bulaye Guriu chle bekunth ko Chela kahe bulaye Yaha tambaku khaye lo Waha tambaku na aaye Yaha tambaku khaye lo Waha tambaku na aaye Yaha tambaku khaye lo Waha tambaku na aaye Waha tambaku na aaye
Ke hum jo kaam karte hain Woh khule aam karte hain Na jane duniya wale kyun Hume badnaam karte hain Ke hum jo kaam karte hain Woh khule aam karte hain Na jane duniya wale kyun Hume badnaam karte hain Ke hum jo kam karte hain Wo khule aam karte hain Na jane duniya wale kyun Hume badnaam karte hain.