Ke Bachpan Kisika Lyrics Mehndi - Lata Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Azab dasta hai meri jindagi ki Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki Azab dasta hai meri jindagi ki Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Mukaddar ne mujhse ye kya dillagi ki Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Alag sabse hai meri dunia ki rashme Alag sabse hai meri dunia ki rashme Juba hai to wo bhi hai gairo ke bas me Juba hai to wo bhi hai gairo ke bas me Na pucho kahani meri bebasi ki Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Sikhaya gaya hai isharo pe chalna Sikhaya gaya hai isharo pe chalna Nigahe badalna dilo ko masalna Nigahe badalna dilo ko masalna Ada har ada meri hai bekashi ki Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki Azab dasta hai meri jindagi ki Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki.