Karo Hari Darshan Lyrics Hari Darshan - Mahendra Kapoor
Karo Hari Darshan Lyrics Hari Darshan - Mahendra Kapoor
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Kitni hi bar daya ne dhine Kitni hi bar daya ne dhine Sansar ko ake ubhar liya Jab jab dharti par dhram ghata Tab tab parbhu ne avtar liya Karo hari darshan Karo hari darshan Karo hari darshan Karo hari darshan
Ye kahani bhankar kaal ki hai Parachin karodo saal ki hai Sankhaasur naam ka tha manav Usse darte the sur manav Rakass tha bada vikat bal me Vido ko chura ke ghusa jal me Fir parbhu me machaye roop dhara Papi sankha sur ko mara Papi sankha sur ko mara Ye amrit manthan ki hai katha Sur asuro ne sager ko matha Sur asuro ne sager ko matha Dubne laga parvat jal me Khabali machi bhu mandal me Tab hari ne karum avtar liya Mandura chal me dhar liya Hari ki lila hai ajab logo Dekho ab darisaye gajab logo Dhan van pari jan me samandar se Amrit le aaye vo andar se Amrit ke liye danav jhakade Par parbhu nikale sab se tagde Parbhu bane sundar nari Mohini naam ki sukumari Jab matak matak mohini doli Detayo ki band hui boli Asuro ka aasan hila diya Devo ko amrit pila diya
Fir parbhu ka avtar hua Unse dharti ka sudhar hua Sab niyam dharam ko dheat kiya Jan ka man nirbhit kiya Jan ka man nirbhit kiya
Ab suno bhagat duji gatha Bhagwan ko jhuka lo sab matha Jab tune hari darsan paye Tab uske lochan bhar aaye Ek bal bhagat ne nirakar Parbhu ko sakar kiya Jab jab dharti par dhram ghata Tab tab parbhu ne avtar liya Karo hari darshan Karo hari darshan Karo hari darshan Karo hari darshan
Jab garah ne gaj ko pakad liya Uske pairo ko jakad liya Tab tatar parani paidal dhoude Aa kar uske bandhan tode Or tatar se garrahak sumbara Pal me gajraj ko udhara Fir parkat hue nar narayan Hay maha tapsavi jag saharan Urvashi bhi dekh rakat hui Apsara bhi hari ki bhagat hui Tab kaam bhi rasta naap gaya Or karoth bhi man me kaap gaya Or karoth bhi man me kaap gaya Har jiv tapasya karta Hone ko amar vo marta tha Tab maha maya sakar hui Par dene ko taiyar hui Danav ne vachan ye udhare Keval dev hi mujhe mare Har ses roop hari dhara Har papi raksas ko mara Har papi raksas ko mara
Fir hans roop hari parkate Kalyan hetu shiri hari parkate Bhagwan ne sab ko siksha di Pawan bhagati ki diksha di Fir jag me bhagwan yaag aaye Shristhi par parivartan laye Sab dev hawan se pusat hue Parani samsat santusat hue Fir parbhu kapil avtar bane Shrisathi se tanarhar bane Apni mata ko gayan diya Janata sankhaye pardan kiya Janata sankhaye pardan kiya Fir sankadik avtar hue Vastav me balak char hue Mat socho vo keval balak the Bade dhram karam ke palak Jai vijai ko dekar shrap Balparbhu ne jag ko par diya
Jab jab dharti par dhram ghata Tab tab parbhu ne avtar liya Karo hari darshan Karo hari darshan Karo hari darshan Karo hari darshan.