Karbala Ki Kahani Lyrics Geeta Ki Saugandh - Mohammed Aziz
Karbala Ki Kahani Lyrics Geeta Ki Saugandh - Mohammed Aziz
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Geeta Ki Saugandh
Singers: Mohammed Aziz
Song Lyricists: Mahendra Dehlvi
Music Composer: Anwar (Anwar - Usman), Usman (Anwar - Usman)
Music Director: Anwar (Anwar - Usman), Usman (Anwar - Usman)
Music Label: T-Series
Starring: Hemant Birje, Kader Khan, Sahira, Amarit Pal, Shakti Kapoor, Rajani Bala, Jamuna
Release on: 1st June, 1988
lyrics
Suno momino karbala ki kahani Bahtar mushaphir na dhana na paani
Duniya husain ki hain zamana husain ka Duniya husain ki hain zamana husain ka Karbail mein luth gaya hain garana husain ka Duniya husain ki hain zamana husain ka Duniya husain ki hain zamana husain ka
Jangal mein aa pade hai madine ko chod ke Kheme mein rah gaya hai tikana husain ka Faili gali gali mein sahdat ki roshani Gham aa gaya char jalana husain ka Khali rahi na mangne walo ki jholiya Sabke liye khula hain kajana husain ka Duniya husain ki hain zamana husain ka Duniya husain ki hain zamana husain ka
Utara jo karbila mein madine ka kafila Tarikh jo thi aur mohlaam ka chaand tha Lakho udhar the aur bahatar the is taraf Saithan ush taraf tha peer paighambar ish taraf Sahara ki tej dhoop thi pani bhi band tha Charo taraf the shor kayamat buland tha Muskil se laye shor se sahil ke samne Hakh aa gaya ladayi ka katil ke samne
Akbar ka jism teero se chalni kiya gaya Unko unhi ke khoon ka tohfa diya gaya Khatim bahar aane se pahale ujadh gaye Dulha bane to mout ke hatho me padh gaye Bechari ek raat me bewa hui dulhan Shadi ki odni se banaya gaya kafan Kheme me bibiyo ka ajab haal jar tha Aanshu the sabki aanko me dil bekarar tha
Pahara laga hua tha nadhi par idhar udhar Lekin pahuch gaye vaha abash naam har Masti ja bar ke nikle to dushman the samane Tanha the phir bhi haar na mani iman ne Charo taraf se kiya katilo ne vaar Sau teer aakar ho gaye chagar ke aar paar Paani taman futh ke raste mein bah gaya Kumba husan husain ke Khun ka payasha hi rah gaya
Cheh mah ka vo aswar maasum haye haye Paani na ho to kya kare majlum haye haye Bache ka haal dekh ke moula huye nidhal Sukhe the hoth pyash se murjaye the gal Ek teer aake maut ka saman ho gaya Bacha thadhap ke ghod mein bejaan ho gaya Chulu mein khun le ke hawa mein udha diya Ibne aali ne sabar ka rasta dikha diya
Kheme mein sabko sabar dilaya husain ne Bimar ko gale se lagaya husain ne Sabse kaha husain ne ab rangane hum chale Talwar sir pe tuth ke dheere se sitham chale Muktal mein aake aakri sajda adaa kiya Bachpan mein jo kiya tha vo adda vafa kiya Daulat ke vaste na to inaam ke liye Payase shahid ho gaye islaam ke liye Islaam ke liye islaam ke liye.