Kar Lo Itne Buland Lyrics Dharam Sankat - Alka Yagnik, Mohammed Aziz
Kar Lo Itne Buland Lyrics Dharam Sankat - Alka Yagnik, Mohammed Aziz
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Dharam Sankat
Singers: Alka Yagnik, Mohammed Aziz
Song Lyricists: Pushpa Varma
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Kar lo itne buland irade Aasman ko chhu lo Dharm sankat mein pad ke bhi Tum apna path na bhulo Kar lo itne buland irade Kar lo itne buland irade Aasman ko chhu lo Aasman ko chhu lo Dharm sankat mein pad ke bhi Tum apna path na bhulo Dharm sankat mein pad ke bhi Tum apna path na bhulo
Arjun pada tha dharm sankat mein Ran mein tha gabharaya Apno ke hi bich khada woh Dhanusy utha na paya Kis ko mare kis ko chhode Duwidha mein tha aaya Duwidha mein tha aaya Tab geeta ka ghyan krishn ne Arjun ko samajhaya Arjun ko samajhaya Ant mein hoti vijay satya ki Ant mein hoti vijay satya ki Yaad isse tum rakh lo Yaad isse tum rakh lo Dharm sankat mein pad ke bhi Tum apna path na bhulo Dharm sankat mein pad ke bhi Tum apna path na bhulo
Tere karmo se hi hogi Ek din teri hi pehchan Tere karmo se hi hogi Ek din teri hi pehchan Gandhi ko tum rana ban kar Rakhna apni apni aan Gandhi ko tum rana ban kar Rakhna apni apni aan Hindu muslim sikh isai Sab se milna taj abhiman Sab se milna taj abhiman Satya ki raah pe chalte rehna Ban ke rehna desh ki shaan Ban ke rehna desh ki shaan Yahi sikh hai bacho tumko Yahi sikh hai bacho tumko Iss ko kabhi na bhulo Iss ko kabhi na bhulo Dharm sankat mein pad ke bhi Tum apna path na bhulo Dharm sankat mein pad ke bhi Tum apna path na bhulo
Dosti hain ek nemat Paa kar isse na khona Dosti hain ek nemat Paa kar isse na khona Dosti hain dil ki daulat Dil mein isse rakh lena Dosti hain dil ki daulat Dil mein isse rakh lena Waqt pade to dost ki khatir Jaan bhi apni dena Jaan bhi apni dena Mar kar bhi tum dosti ka Naam amr kar jana Naam amr kar jana Krishn sudama se bhi badh kar Krishn sudama se bhi badh kar Ek itihas bana lo Ek itihas bana lo Dharm sankat mein pad ke bhi Tum apna path na bhulo Dharm sankat mein pad ke bhi Tum apna path na bhulo Kar lo itne buland irade Aasman ko chhu lo Aasman ko chhu lo Dharm sankat mein pad ke bhi Tum apna path na bhulo.