Kandhon Se Milte Hain Kandhe Lyrics Lakshya - Hariharan, Kunal Ganjawala, Roop Kumar Rathod, Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Vijay Prakash
Kandhon Se Milte Hain Kandhe Lyrics Lakshya - Hariharan, Kunal Ganjawala, Roop Kumar Rathod, Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Vijay Prakash
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise toh Dil dushman ke hilte hain Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise toh Dil dushman ke hilte hain Ab toh hamein aage Badte hai rehna Ab toh hamein saathi Hai bas itna hi kehna
Ab toh hamein aage Badte hain rehna Ab toh hamein saathi Hai bas itna hi kehna Ab jo bhi ho shola banke Pathar hai pighlaana Ab jo bhi ho baadal banke Parbat par hai chhaana Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise Toh dil dushman ke hilte hain Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise Toh dil dushman ke hilte hain Nikle hain maidaan mein Ham jaan hatheli par le kar Ab dekho dam lenge ham Jaake apni manzil par
Khatron se haske khelna Itni toh ham mein himmat hai Mode kalaai maut ki itni Toh ham mein taaqat hai Ham sarhadon ke waaste Lohe ki ik deewaar hai Ham dushmanon ke waaste Hoshiyaar hai taiyaar hai Ab jo bhi ho shola banke Pathar hai pighlaana Ab jo bhi ho baadal banke Parbat par hai chhaana Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise Toh dil dushman ke hilte hain
Josh dil mein jagaate chalo Jeet ke geet gaate chalo Josh dil mein jagaate chalo Jeet ke geet gaate chalo Jeet ki jo tasveer banaane Ham nikle hain apni lahoo se Ham ko us mein rang bharna hai Saathi maine apne dil mein Ab ye thhaan liya hai Ya toh ab karna hai Ya toh ab marna hai Chaahein angaarein Barse ke bijli gire Tu akela nahin hoga yaara mere
Koyi mushkil ho ya ho Koyi ho morcha Saath har mod par Honge saathi tere Ab jo bhi ho shola banke Pathar hai pighlaana
Ab jo bhi ho baadal banke Parbat par hai chhaana Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise Toh dil dushman ke hilte hain
Ik chehra aksar mujhe Yaad aata hai is dil ko chupke Chupke woh tadpaata hai Jab gharse koyi bhi khat Aaya hai kaagaz ko maine Bheega bheega paaya hai Palkon palkon pe yaadon Ke kuch deep jaise jalte hain Kuch sapne aise hain jo Saath saath chalte hain Koyi sapna na toote Koyi waada na toote Tum chaaho jisse dil se Woh tumse na roothhe Ab jo bhi ho shola banke Pathar hai pighlaana Ab jo bhi ho baadal Banke parbat par hai chhaana Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise Toh dil dushman ke hilte hain Chalta hai jo ye kaarvaan Gunji si hai ye waadiyaan Hai ye zameen ye aasmaan Hai ye hawa hai ye sama Har raste ne har waadi ne Har parbat ne sada di Ham jeetenge ham jeetenge Ham jeetenge har baazi Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise Toh dil dushman ke hilte hain Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise Toh dil dushman ke hilte hain Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise Toh dil dushman ke hilte hain Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise Toh dil dushman ke hilte hain Chalta hai jo… ye kaarvaan… Gunji si hai… ye waadiyaan.