Kaise Besharm Aashiq Hai Lyrics Putlibai Rashida Khatoon, Yusuf Azad
Kaise Besharm Aashiq Hai Lyrics Putlibai Rashida Khatoon, Yusuf Azad
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Putlibai
Singers: Rashida Khatoon, Yusuf Azad
Song Lyricists: Zafar Gorakhpuri
Music Composer: Jaikumar Paarte
Music Director: Jaikumar Paarte
Music Label: Saregama
Starring: Sujit Kumar, Jay Mala, Hiralal, Bhagwani
Release on: null
lyrics
Kaise besharm aashiq hai ye aaj ke Kaise besharm aashiq hai ye aaj ke Inko apna banana gjab ho gaya Kaise besharm aashiq hai ye aaj ke Inko apna banana gjab ho gaya Dhire dhire kalai lage tham ne Dhire dhire kalai lage tham ne Inko anguli thamana gjab ho gaya Dhire dhire kalai lage tham ne Inko anguli thamana gjab ho gaya
Jo ghar me silpe masala Talak na pis sake Unhe ye naz hume khak me milayenge Kalai dekho to Chhudi ka bhojh sah na sake Or us se dava ke talwar hum uthayenge Fareb me in ka nahi koi insani Ye jisko das le vo mange na Umarbhar pani Bada ajib hai dastur inki mehfil ka Bulaya jata hai izat badhayi jati hai Fir uske baad katal karke aashik ka Badi dhoom se mayiyat uthai jati hai Khata hamari hai jo Humne unse pyar kiya Gunaha kiya jo hasino pe atbar kiya Bhul humse hui inke aashik bane Bhul humse hui inke aashik bane Pas inko bulana gajab ho gaya Bhul humse hui inke aashik bane Pas inko bulana gajab ho gaya Thokaro me the jab tak to sidhe the ye Thokaro me the jab tak to sidhe the ye Arey in ko sir pe baithana gajb ho gaya Thokaro me the jab tak to sidhe the ye Arey in ko sir pe baithana gajb ho gaya
Hum orato ko nazar se utarne valo Khabar bhi hai tumhe Sher ki bhagarne valo Ke zamin pe putli bhi ek orat hai Jisme marad ko lalkarne ki himmat hai Pehan ke sir pe ? Ka taj baithi hai Jo ghar me thi vo singhasan par Aaj baithi hai Ager jhuke to ye dil kya Jaan bhi de de Jo sir uthaye to mardo ki jaan bhi lele Ager chhe phul ka haar hai yahi orat Khud pe aaye to talwar hai yahi orat Ye putali ban ke jamane ko moad sakti hai Sujhe to marad ka panja maroad sakti hai Teri himmat pe putali hume naz hai Teri himmat pe putali hume naz hai Tera maidan me aana gajab ho gaya Teri himmat pe putali hume naz hai Tera maidan me aana gajab ho gaya
Ek din bole fariste karle dunia ki shair Ja khuda dunia teri suni hai Orat ke baiger Badi himmat dikhane ke baad Soch li mola ne orat ko janam deki baat Isi tarah malik ne ki karigari ki Sada chand se manga ujala Mur suraj se liya roop Sainyaro se manga Rang usha se liya pankhadi seli nazakat Or kaliyo se ada sham se kajal liya Or subha se vada liya Bijalio se kahar manga Aag se gussa manga Hosala chatan se or daed panchhi se liya Aasama se julam manga sab rudhar ki saheliya
Jharano se idhlana liya Bubule se nazuki or nadi se balkahana liya Aayi hai sahrate tasvir se khamoshiya Lahar se atheliya Pawan se sokhiya mangi Aakhir jharne or sabnam se aasu le liya Badaliyo se julam or nazaro sejadu le liya Laajvantise sharm or raat rani se haya Aa baru moti se li suraj mukhi se rivapa Zahar nagin se liya or saap se dasna liya Chatana bichhu se liya Or chubhana tir se liya Lomadi se mang li tauti magariya Makhiyo se shor or machharo se li aayariya Itni chize jab lagi mola ke hath Khuda ne in sab ko milaya Tab jakar badi mahnat se ek murat bani Dil nashi figar bana Ek dil ruba surat bani Dekh kar apni kalakari ko mola has pada Or usi saye ka naam orat rakh diya Uske baad Mai bana kar tujhe khud paresan hu Mai bana kar tujhe khud paresan hu Arey tujhko dunia me lana gajab ho gaya Mai bana kar tujhe khud paresan hu Arey tujhko dunia me lana gajab ho gaya
Jag me mola ne socha marad ko paida kare Sabse pahele ye sawal aaya ke khudrat Kya kare patharo se sandhi Or berukhi takdir se Kahar tufano se manga or gajab samsir se Gadhe se akal or kauve se saiyana pan Or kutte ki dum se deteda pan liya Ghat tir se or chuhe se bhagana manga Or ullu se liya raato ko iska jagana Leliya tote se aankhe fer lene ka chlan Diwanapan mil gayi girgit se har dam Rand badalne ki aada Jis orat ko diya karta rahe dhokha sada To is ki na farmaniya bakshi gayi Saitan ki jhuth bole ye kha kar Kasam bhagwan ki mirj masti me ye masala Jab milvaya gaya or ye marad ki Fitrat me paya gaya Marad ke putalo me jan dhodai gayi Usme orat ki bhi thodi si ada payi gayi Orato me marad ki surat nahi milati janab Par marado me milte hai jannae behisab Sakal marado ki to adat janane ho gaye Sakal marado ki to adat janane ho gaye Kya khuda ne chaha tha or kya na jane ho gaye Ban chuke marad jab to mola ne kaha Acha khasa banaya tha maine ise Acha khasa banaya tha maine ise Ban gaya ye banana gjab ho gaya Acha khasa banaya tha maine ise Ban gaya ye banana gjab ho gaya
Vaha rey putali bai Teri himmat ke sache Teri jarurat ke sache Jisam orat ka tujh me Josh orat ka tujh me Teri himmat ki kasam vakayi sher hai tu Tune jo kuch bhi muh se kaha kar diya Tune jo kuch bhi muh se kaha kar diya Tera kar ke dikhana gajb ho gaya Tune jo kuch bhi muh se kaha kar diya Tera kar ke dikhana gajb ho gaya
Teri himmat pe putali hume naz hai Tera maidan me aana gajab ho gaya Teri himmat pe putali hume naz hai.