Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari Lyrics Khaan Dost - Kishore Kumar
Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yaari Lyrics Khaan Dost - Kishore Kumar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Ye dosti yaari mohabbat kya hai Kuchh bhi nahi sab dikhawa hai Are sab numayish hai Numayish ke siwa kuchh bhi nahi
Kahe ki dosti kahe ki yaari Kahe ki dosti kahe ki yaari Duniya ye duniya hai matlab ki mari Yaaro ki yaari Yaaro ki yaari numayish hai sari Kahe ki dosti kahe ki yaari Yaaro ki yaari numayish hai sari
He kya rishte nate hai Bate hi bate hai Bato ki ghato se dil lut jate hai Kasme to rasme hai Duniya ke bas me hai Duniya ki aankho pe Do rangi chamshme hai Dekhi hai duniya Duniya ye duniya Dekhi hai duniya ki ye duniyadari Kahe ki dosti kahe ki yaari Yaaro ki yaari numayish hai sari
He kaliya bik jati hai galiyo bazaro me Dil ke bimaro me jhute dildaro me Maili har chunar hai dagi har choli hai Teri bhi boli to yaaro ne bolo hai Sab yaar tere tere ha tere Sab yaar tere hawas ke pujari Kahe ki dosti kahe ki yaari Yaaro ki yaari numayish hai sari
Meri to hasti me masti hi masti hai Paas hai daulat to ye duniya sasti hai Log sach kahte hai ha mai har jai hu Bat sach ye bhi hai tera saudai bhi hai Sagro meena se jhum ke peena hai Jab talak jina hai jhum ke jina hai Jo maine chaha hai ha wahi paya hai Manga kab duniya se maine to chhina hai Baho me dam hai phir kiska gham hai Takat ki sab karte hai dawedari
Kahe ko dosti kahe ki yaari Duniya ye duniya hai matlab ki mari Yaaro ki yaari Yaaro ki yaari numayish hai sari Kahe ki dosti kahe ki yaari Yaaro ki yaari numayish hai sari.