Kabhi Patjhad Hain Lyrics Haque - Mohammed Aziz
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Kabhi patjhad hai kabhi sawan hain Kabhi patjhad hai kabhi sawan hain Sab kahte hain yahin jeevan hain Sab kahte hain yahin jeevan hain Kabhi patjhad hai kabhi sawan hain Sab kahte hain yahin jeevan hain Sab kahte hain yahin jeevan hain
Din gujarta hain tab rat aati hain Rat hi din ki saugat lati hain Din gujarta hain tab rat aati hain Rat hi din ki saugat lati hain Ek sama bhuje ek sama jale Hai andhera chhupa roshni ke tale Ho andhero ke sang kiran hain Andhero ke sang kiran hain Sab kahte hain yahin jeevan hain Sab kahte hain yahin jeevan hain
Zindagi se jo kabhi har na mane Gam bhulane ka har raz wo jane Zindagi se jo kabhi har na mane Gam bhulane ka har raz wo jane Jan le zindagi ki wahi reet hain Ek pal har hai ek pal jeet hain Ho dukh se bandha Sukh ka bandhan hain Dukh se bandha Sukh ka bandhan hain Sab kahte hain yahin jeevan hain Sab kahte hain yahin jeevan hain
Kaun hai apna hain kaun begana Waqt aane par humne to ye jana Kaun hai apna hai kaun begana Waqt aane par humne to ye jana Sath koi nahin sang saya to hain Ek tinka yaha kam aaya to hain Ho sach bole jo wahi darpan hain Sach bole jo wahi darpan hain Sab kahte hain yahin jeevan hain Sab kahte hain yahin jeevan hain Kabhi patjhad hai kabhi sawan hain Sab kahte hain yahin jeevan hain Sab kahte hain yahin jeevan hain.