Kabhi Mandir Kabhi Pooja Lyrics Dancer - S. P. Balasubrahmanyam, Sadhana Sargam, Udit Narayan
Kabhi Mandir Kabhi Pooja Lyrics Dancer - S. P. Balasubrahmanyam, Sadhana Sargam, Udit Narayan
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Dancer
Singers: S. P. Balasubrahmanyam, Sadhana Sargam, Udit Narayan
Song Lyricists: Sameer
Music Composer: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label: Tips Music
Starring: Akshay Kumar, Mohini, Kirti Singh
Release on: 23rd August, 1991
lyrics
Deke lahu apni mamta ka Tune mujhko pala Har pal mere dukh pe Apne sukh ka aanchal dala
Kabhi mandir kabhi puja, Kabhi puja kaa vardan lage Meri maa mujhko bhagvan lage Kabhi tulsi ki ramayan, Kabhi geeta kaa gyan lage Kabhi tulsi ki ramayan, Kabhi geeta kaa gyan lage Meri maa mujhko bhagvan lage Meri maa mujhko bhagvan lage
Maa teri aankho se Barse amrit ki dhara Teraa pyar toh lagta hain Sari duniya se nyara Maa teri aankho se Barse amrit ki dhara Teraa pyar toh lagta hain Sari duniya se nyara Kabhi sukh ki behti ganga, Kabhi karuna ki pahchan lage Kabhi sukh ki behti ganga, Kabhi karuna ki pahchan lage Meri maa mujhko bhagvan lage Meri maa mujhko bhagvan lage
Mere toh hontho pe hain Maa bas naam teraa Inn charno ki mitti mein hi Bite jeevan meraa Mere toh hontho pe hain Maa bas nam teraa Inn charno ki mitti mein hi Bite jeevan meraa Mere maa ki pavan murat Mujhe jag mein sabse mahan lage Mere maa ki pavan murat Mujhe jag mein sabse mahan lage Meri maa mujhko bhagvan lage Meri maa mujhko bhagvan lage
Bachcho ke sukh mein Soye bachcho key Dukh mein jage Bachcho ke sukh mein Soye bachcho key Dukh mein jage Kisi cheez kaa mol naa Koyi maa ki mamta ke aage Kabhi ped ki thandi chhaya Kabhi sneh bhari muskan lage Kabhi ped ki thandi chhaya Kabhi sneh bhari muskan lage Meri maa mujhko bhagvan lage Meri maa mujhko bhagvan lage Kabhi mandir kabhi puja, Kabhi puja kaa vardan lage Meri maa mujhko bhagvan lage Kabhi tulsi ki ramayan Kabhi geeta kaa gyan lage Meri maa mujhko bhagvan lage Meri maa mujhko bhagvan lage.