Jise Pyar Zamana Kehta Hain Lyrics Tadap Aisi Bhi Hoti Hai - Amit Kumar, Lata Mangeshkar
Jise Pyar Zamana Kehta Hain Lyrics Tadap Aisi Bhi Hoti Hai - Amit Kumar, Lata Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Tadap Aisi Bhi Hoti Hai
Singers: Amit Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists: M. G. Hashmat
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Music Label: T-Series
Starring: Meenakshi Seshadri, Chunky Pandey
Release on: null
lyrics
Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain Jo meri aankh se behta hain Wo tere dard ka paani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain Jo meri aankh se behta hain Wo tere dard ka paani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain
Maine tumko tadapaya hai Ab tadapu teri tadapan mein Maine tumko tadapaya hai Ab tadapu teri tadapan mein Ehsaas se dard ubharta hoon Har saans hain dil ki dhadkan mein Main teri wafa na samjh saki Meri bhool hain yeh nadani hain Jo meri aankh se behta hain Wo tere dard ka paani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain
Jo kasam dilayi thi tumne Ham usko tod na paayenge Jo kasam dilayi thi tumne Ham usko tod na paayenge Ham tere hai tere dukh mein Yeh duniya chhod ke jaayenge Hamne tumse na milne ki Marne tak kasam nibhani hain Jo meri aankh se behta hain Wo tere dard ka paani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain
Tum miloge mujhe phir kahi Is aas mein ab tak jiti thi Tum miloge mujhe phir kahin Is aas mein ab tak jiti thi Tere gham mein sulagti rehti thi Aur pyaas mein aansu piti thi Tumhe kho kar jeena mushkil hain Mar jaane mein aasani hain Jo meri aankh se behta hain Wo tere dard ka paani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain
Yeh pyar mohabbat aur wafa Bas thodi de ke rishte hai Yeh pyar mohabbat aur wafa Bas thodi de ke rishte hai Aksar to bichhad ne ke khatir Duniya mein musafir milte hai Yeh kadavi haqiqat hai hamne Nadan dil ko samjha ni hain Jo meri aankh se behta hain Wo tere dard ka paani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain
Jab yaaad andheri raato mein Mere dil ke taar hilati hai Jab yaaad andheri raato mein Mere dil ke taar hilati hai Khamoshi mein aawaz teri Mere kano tak aati hai Lagat hai hamri chahat ki Duniya se alag kahani hain Jo meri aankh se behta hain Wo tere dard ka paani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain
Haatho o lakire dekhti hoon Taqdeer ka dosh batati hoon Haatho o lakire dekhti hoon Taqdeer ka dosh batati hoon Kabnhi mein teri barbaadi ka Khud pe ilzaam lagati hain Jo zulm kiya maine tumne Ab uski saza to pani hain Jo meri aankh se behta hain Wo tere dard ka paani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain
Main tere dard ke rishte ko Sine se laga ke jee lungi Main tere dard ke rishte ko Sine se laga ke jee lungi Chubhti saaso ki dhgo se Dil ke tukdo ko see lungi Ek pal ka guzarna mushkil hain Phir bhi yeh umar bitani hain Jo meri aankh se behta hain Wo tere dard ka paani hain Jise pyar zamana kehta hain Naam uska to qurbaani hain.