Jeevan Mein Pyase Ko Lyrics Talaashi - Anupama Deshpande, Sudesh Bhonsle
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Talaashi
Singers: Anupama Deshpande, Sudesh Bhonsle
Song Lyricists: Sameer
Music Composer: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label: Music India
Starring: Juhi Chawla, Jackie Shroff, Ekta, Om Puri, Paresh Rawal
Release on: 1st January, 1996
lyrics
Haan to sahibaan meherbaan Kadardaan main aa gaya Aaj mein aapnko ek baat bataunga Samaj gaye to thik Na samaje to samjaunga Baat bade kaam ki hain Har khaaso aam ki hain Ajee baat kyaa ek raaz hain Jis mein soor hain aur saajh hain Samaj gaye to kahena sabaash Pyaare humein to thi teri hi talaash Aaj pooran maashi hain Uss raaz ka naam talaashi hain
Ho ho ho…ho ho Haa jeevan mein pyase ko Paani ki talaash hain haan Jeevan mein pyase ko Paani ki talaash hain Mujh jaise raaj ko Ek raani ki talaash hain haan Murakh aur na samja ko Gyani ki talaash hain Marne wale ko Zindagani ki talaash hain Garaz hain ye meherbaano haa Humko tumhari meherbaani Ki talaash hain haa Ho jeevan mein pyase ko Paani ki talaash hain
Talaashi ik na ilaaz bimaari hain Jiske dum par ye duniya jaari hain Jis din khatam ho jaayegi talaash Insaan banjayega ik zinda laash kyun ki
Dharti waalo ko Chaand taaro ki talaash hain haa Bichhade huye ko Apne pyaaro ki talaash hain haa Neeta ko naye naye Naaro ki talaash hain Hum besaharo ko Saharo ki talaash hain Tuti huyi kashti ko Kinaaro ki talaash hain Nazron ki dil kash Nazaron ki talaash hain Kanya kunwari ko.. Kanya kunwari ko Kunwaro ki talaash hain Kanya kunwari ko Kunwaro ki talaash hain Sekadowalo ko Hazaron ki talaash hain
Bus ab mein thak chuka hoon Bahot kuch bak chuka hoon
Aankhewale andhe ko Nigahon ki talaash hain haan Chor aur chako ko Ghunaho ki talaash hain haan Humko to gori gori Bahon ki talaash hain Jeevan mein pyase ko Paani ki talaash hain haan
Ye ek heere ki anghuthi hain Humse kuch kuch ruthi hain Iss ki kanya turaashi hain Aur humne hi ye tarashi hain
Iss bechari ko becharo ki talaash hain Kismat ki maari ko Aawarao ki talaash hain Beti sunaar ki haay.. Beti sunaar ki luharo ki talaash hain Jeevan mein pyase ko Paani ki talaash hain Mujh jaise raaj ko Ek raani ki talaash hain
Bus ab mein thak chuka hoon Bahot kuch bak chuka hoon Khade khade mein dol chuka hoon
Zindagi aur maut ke beech Sadiyon se jang jhaari hain Zindagi hamesa maut se haari hain Maut ek haqikaat hain Zindagi fasana hain Jaante hain ye magar sab Kisane ye maana hain
Aaj nahi maana to kal maan jaoge Kyaa samjhe Maut aur zindagi ka fark Mere bhaai jaan jaaoge Isi liye to kaheta hoon
Jeevan mein pyase ko Paani ki talaash hain haan Jeevan mein pyase ko Paani ki talaash hain Mujh jaise raaj ko Ek raani ki talaash hain Murakh aur na samja ko Gyani ki talaash hain Marne wale ko Zindagani ki talaash hain
Thode kahe ko samachaar samjana Thode likhe ko taar samja na Thoda padha akhbaar samjana Are nahi samje bekaar samjana Phir se tum ik baar samaj na Jeevan mein pyase ko Paani ki talaash hain.