Jawan Jawan Yeh Tan Badan Lyrics Naam Kya Hai - Abhijeet Bhattacharya, Sushma Shrestha (Poornima)
Jawan Jawan Yeh Tan Badan Lyrics Naam Kya Hai - Abhijeet Bhattacharya, Sushma Shrestha (Poornima)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Jawan jawan yeh tan badan Aur uss pe ye deewana pan Kuch kahin na ho jaaye dekha na sanam Jawan jawan yeh tan badan Aur uss pe ye deewana pan Kuch kahin na ho jaaye dekha na sanam Jawan jawan yeh tan badan Aur uss pe ye deewana pan
Hain bheega bheega sa sabaab ka aalam Ke aayi hain nahake rut bahar ki Uthe to lagta hain kuch is tarah se chaand Ke kheriyat nahi hain aaj pyaar ki Jo hosake mujhe sambhanl Aaj kamse kam Jawan jawan yeh tan badan Aur uss pe ye deewana pan Kuch kahin na ho jaaye dekha na sanam Jawan jawan yeh tan badan Aur uss pe ye deewana pan
Tere machalte re pe hoth mere ho Mere dhadkate dil pe mera hath ho Hain sach to humdam nahi phariste hum Magar jo baat ho haseen baat ho Ke main chali mujhe sambhal Aaj kamse kam Jawan jawan yeh tan badan Aur uss pe ye deewana pan Kuch kahin na ho jaaye dekha na sanam Jawan jawan yeh tan badan Aur uss pe ye deewana pan Kuch kahin na ho jaaye dekha na sanam.