Janmon Ki Jwala Lyrics Hey Ram - Asha Bhosle, Hariharan
Janmon Ki Jwala Lyrics Hey Ram - Asha Bhosle, Hariharan
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Aa ha aa aa aa ha aa aa aa ha aa aa aa Janmon ki jwaala thi tan mein Milne ki trishna thi mann mein Tune kiya tan ko sheetal sheetal Ab na rahi mann mein koi halchal oh Aa ha aa aa aa ha aa aa aa ha aa aa aa Kitna hai sukh bandhan mein Preetam tere aalungan mein Aagosh mein aake maine jaana Praanon se nazdeek tujhko maana Saathiya
Sapnon ka har darpan toota Har mausam lagta hai jhoota Kitna gahen hai samay ka saaya Dil ke ujaale ko benoor paaya Saathiya
Janmon ki jwaala thi tan mein Janmon ki jwaala thi tan mein Milne ki trishna thi mann mein Milne ki trishna thi mann mein Tune kiya tan ko sheetal sheetal Tune kiya tan ko sheetal sheetal Ab na rahi mann mein koi halchal Ab na rahi mann mein koi halchal Saathiya.