Jai Jai Bhim Lyrics Shudra: The Rising - Jaan Nissar Lone, Rani Hazarika
Jai Jai Bhim Lyrics Shudra: The Rising - Jaan Nissar Lone, Rani Hazarika
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Shudra: The Rising
Singers: Jaan Nissar Lone, Rani Hazarika
Song Lyricists: Shiv Sagar Singh
Music Composer: Jaan Nissar Lone
Music Director: Jaan Nissar Lone
Music Label: null
Starring: Kirran Sharad, Praveen Baby
Release on: 19th July, 2012
lyrics
Jai jai bhim baba jai jai bhim Jai jai bhim baba jai jai bhim Mukh teez ravi sa saajhe re Ke vaani singh si laage re Jai jai bhim baba jai jai bhim
Mukh teez ravi sa saajhe re Ke vaani singh si laage re Gaon gaon aur gali gali mein Jiska danka baaje re Jai jai bhim baba jai jai bhim Jai jai bhim baba jai jai bhim
Daliton ke utthan ko le kar Raha jo sabse aage Lada akele duniya se woh Sukh dukh apna tyaage Aankhon mein samta ki jwaala ho… Aankhon mein samta ki jwaala Hothon pe taaleem Jai jai bhim baba jai jai bhim Jai jai bhim baba jai jai bhim
Laas jyot ki chaudah san Atharah sau ikyannabe Ek maseeha janma tha M.p. Ke mhow gaon mein
Laas jyot ki chaudah san Atharah sau ikyannabe Ek maseeha janma tha M.p. Ke mhow gaon mein
Thi dhanya woh maa ki kokh Ki jis se aisa laal bhi jaage Jaati paati ki jad ko jisne Rakh dala hilaa ke Tujh sa pitaa ho jiska Ho na kabhi yateem Jai jai bhim baba jai jai bhim Jai jai bhim baba jai jai bhim
Aankh pe kala chashma sohe Haath mein unke pothi Likh ke sanvidhaan jalaai Loktantra ki jyoti
Aankh pe kala chashma sohe Haath mein unke pothi Likh ke sanvidhaan jalaai Loktantra ki jyoti
Dil mein aaj bhi jan-jan ke Yeh bharat ratna viraaje Karte hain aabhar prakat hum Charan dhool ek maathe Dev tulya tha aadam roop mein Woh tha maha maheem Jai jai bhim baba jai jai bhim Jai jai bhim baba jai jai bhim Jai jai bhim baba jai jai bhim
Divya prabha ratna tu Saadhu vardaan tu Atya tu vibhooshak Bhim raja hai tu Sakal vidyapati Gyan satsang ki Shastra sa sanghamati Budhdha teja hai tu Pankaja narvara Rakta sajan urddhara Bhagwan ka muchakra Bhakt data hai tu
Disha heen garton ko tune Budhdha ki raah dikhaai Diksha bhoomi nagpur mein Diksha unhein dilaai
Disha heen garton ko tune Budhdha ki raah dikhaai Diksha bhoomi nagpur mein Diksha unhein dilaai
Itne hain upkaar tumhaare Koi kaise baanche Chavdar sarovar aur maahad ka Paani piya ujaa ke Shudron ko astitva mile Rang laayi teri muheem
Jai jai bhim baba jai jai bhim Jai jai bhim baba jai jai bhim Jai jai bhim baba jai jai bhim Jai jai bhim baba jai jai bhim Jai jai bhim baba jai jai bhim Jai jai bhim baba jai jai bhim.