Jab Tum Nahin Toh Lyrics Kitna Badal Gaya Insaan - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Jab Tum Nahin Toh Lyrics Kitna Badal Gaya Insaan - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Jab tum nahi toh chand Sitare main kya karu Jab tum nahi toh chand Sitare main kya karu Ye phul ye chaman ye Nazare main kya karu Jab tum nahi toh chand Sitare main kya karu
Kal tak hawa mein khel Rahi thi yaha hansi Kal tak hawa mein khel Rahi thi yaha hansi Charo taraf hai Chhai huyi laz bekashi Dil ro raha hai gam mein Tumhare main kya karu Ye phul ye chaman ye Nazare mai kya karu Jab tum nahi toh chand Sitare mai kya karu
Tum kya gaye ke jaise Chaman se gayi bahar Tum kya gaye ke jaise Chaman se gayi bahar Har cheez ko yaha ki Tumhara hai intezar Meri traha udas hai Sare main kya karu Ye phul ye chaman ye Nazare main kya karu Jab tum nahi toh chand Sitare main kya karu Ye phul ye chaman ye Nazare main kya karu.