Iss Mulakat Ka Maza Lijiye Lyrics Jaaneman - Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Iss Mulakat Ka Maza Lijiye Lyrics Jaaneman - Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Jaaneman
Singers: Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Tum pe shauk se, ham yeh nam dur se Khush ho gayee tabiyat milkar hajur se Hajur se hajur se hajur se Iss mulakat ka bas maja lijiye Iss mulakat ka bas maja lijiye Aaj kee rat ka bas maja lijiye Iss mulakat ka bas maja lijiye Dil kyon taras rahe hain Nagame baras rahe hain Nagame baras rahe hain Toh aisee barsat kaa maja lijiye Iss mulakat kaa bas maja lijiye Ishara kar raha hu Ishara kar raha hu, Magar mai darr raha hu Ke dekho rang-e-mehfil Sambhalo saheb dil
Ishara kar raha hu Ishara kar raha hu, Magar mai darr raha hu Ke dekho rang-e-mehfil Sambhalo saheb dil Yeh dil hai teer maana, Na ban jaye yeh nishana Bana hain pyar dulha Pehan khwabon ka sehara Banee hai prit dulhan dulhan, Banee hai prit dulhan dulhan Banee hai prit dulhan dulhan Banee hai prit dulhan dulhan Banee hai prit dulhan dulhan Banee hai prit dulhan Jama hai dost dushman Toh majja lijiye, toh majja lijiye Maja lijiye lijiye lijiye lijiye Dil kee barat ka majja lijiye Iss mulakat ka bas maja lijiye Aaj kee rat ka bas maja lijiye Iss mulakat ka bas maja lijiye
Bahut bechain ham hain Bahut bechain ham hain, Gajal me sher kam hain Nahee ustad aaye, Koyee unako bulaaye Sunaaye aur kya ab, Samjah lo meraa matlab Koyee dhundo bahana, Bana daalo fasana Koyee dhundo bahana, Bana daalo fasana Agar ham chup rahenge, Toh saheb kya kahenge Agar ham chup rahenge, Toh saheb kya kahenge Toh majja lijiye Maja lijiye lijiye lijiye lijiye Aise halat ka bas majja lijiye Iss mulakat ka bas maja lijiye
Suno suno suno suno Suno ab waqt kam hain, Magar jab tak ke dam hain Suke na taal taalee, Lagaon taan khalee Ruko ruko ham aa gaye hain, Sabhee ghabra gaye hain Nahee darr kee jarurat, Sama hai khubsurat Shuru abb khel hoga, Dilon ka mel hoga Toh maja lijiye lijiye lijiye Khulke har baat ka majja lijiye Iss mulakat ka bas maja lijiye Iss mulakat ka bas maja lijiye Iss mulakat ka bas maja lijiye Iss mulakat ka bas maja lijiye.