Ishq Mein Hum Toh Lyrics Farishta Ya Qatil - Anuradha Paudwal, Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
Ishq Mein Hum Toh Lyrics Farishta Ya Qatil - Anuradha Paudwal, Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Farishta Ya Qatil
Singers: Anuradha Paudwal, Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label: Saregama
Starring: Shashi Kapoor, Rekha
Release on: null
lyrics
Ishq me hum to, ishq me hum to Jaan se guzar jayenge Ishq me hum to Jaan se guzar jayenge Maut aani hai, maut aani hai Aayengi mar jayenge, mar jayenge Kahna aasan hai o kahna aasan hai Lekin na ker payenge, ha ji ker payege Maut aaye najar to mukar jayenge Mukar jayenge
Sirf kahte nahi hum ye ker jayenge Sirf kahte nahi hum ye ker jayenge Waqt aaya to mar ke bhi dikhlayenge Waqt aaya to mar ke bhi dikhlayenge Dikhlayenge, dikhlayenge Ishq me hum to, ishq me hum to Jaan se guzar jayenge Ha guzar jayenge Maut aani aayengi Mar jayenge, mar jayenge
Pyar ki raah se modd lo ye kadam Pyar ki raah se modd lo ye kadam Jaan ker jaan dene se kya fayada Pyar ki raah me lut ke dekhe koi Pyar ki raah me lut ke dekhe koi Jaan ker jaan dene me kya hai maja Jaan ker jaan dene me kya hai maja Kya hai maja Kisi pe mar ke dekho Aanhe bar ke dekho Mohabbat kya hoti hai Mohabbaat ker ke dekho Wafa pe marne wale Nahi hum darne wale Qayamat ker jate hai Mohabbat kerne wale Aah wafa pe marne wale Marte aaye marte jayenge Khwab sare ye ha khwab sare ye Ek din bikhar jayenge Maut aaye to najar mukar jayenge Mukar jayenge Maut aani hai, maut aani hai Aayengi mar jayenge, mar jayenge
Teri najaro ka ye jaam jisne piya Teri najaro ka ye jaam jisne piya Umar bhar hosh me fir na vo aayega Ek nasha ek janun ek dhokha hai ye Ek nasha ek janun ek dhokha hai ye Ye nasha char din me utar jayega Ye nasha char din me utar jayega Utar jayega Bada rangeen nasha hai Jo dil ko tumne diya hai Ye aag laga ke dil me bada ehsan kiya hai Mohabbat ki barbadi, to hai dil abadi Hume lutne ka dar kya Humne to jaan luta di Thadap ker marna hoga Jeete ji to mil na payenge Mar gaye hum to, mar gaye hum to Mar ke tar jayenge Maut aaye to najar mukar jayenge Mukar jayenge Maut aani hai, maut aani hai Aayengi mar jayenge, mar jayenge
Ek khilona hu mai waqt ke hath ka Ek khilona hu mai waqt ke hath ka Jindagi ka meri ho chuka faisla Is mohabbat me hai wo asar janeman Is mohabbat me hai wo asar janeman Jo badal de jamane ka her faisla Jo badal de jamane ka her faisla Her fasla Jahaa ko tu kya jane Are hum hai deewane To fir bemuat maroge Kare kya dil na mane Hai mana muskil hai Hai kyu mayush nigahe Jamana rokega, agar hum milna chahe Jawani deewani ko duniya wale Kya samjhayege Dil ko samjha re Dil ko samjha re, ab hum kidar jayenge Sath jina hai ab sath mar jayenge Sath mar jayenge Ishq me hum to, ishq me hum to Jaan se gujar jayenge Maut aani hai, maut aani hai Aayengi mar jayenge, mar jayenge Ishq me hum to, ishq me hum to Jaan se guzar jayenge Maut aani hai aayengi mar jayenge Are bhi ab to man ja Ishq me hum to, ishq me hum to Jaan se guzar jayenge Maut aani hai aayengi mar jayenge Are bhi ab to man ja.