Is Deewane Ladke Ko Lyrics Sarfarosh - Aamir Khan, Alka Yagnik
Is Deewane Ladke Ko Lyrics Sarfarosh - Aamir Khan, Alka Yagnik
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Arz hai, Dawa bhi kaam na aaye, koi dua na lage Dawa bhi kaam na aaye, koi dua na lage Mere khuda kisi ko, pyar ki hawa na lage
Is deewane ladke ko, koi samjhaye Pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye Is deewane ladke ko, koi samjhaye Pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye Dard-e-dil, jaane na, paas maein jitna aaun Utni door yeh jaaye, jaaye, haan jaaye Is deewane ladke ko, koi samjhaye Pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye Dard-e-dil, jaane na, paas maein jitna aaun Utni door yeh jaaye, jaaye, haan jaaye Is deewane ladke ko, koi samjhaye Pyar mohabbat se na jaane, Kyun yeh ghabraye
Rang na dekhe, roop na dekhe, Yeh jawaani ki, dhoop na dekhe
Arz hai, Kuch majnu bane, kuch raanjha bane Kuch romeo, kuch farhad hue Is rang roop ki chaahat mein Jaane kitne barbaad hue, vo dekho
Ishq mein iske, baanvri hoon mein Yeh bhala hai to, kya buri hoon mein Yeh ladka, hai phir bhi, jaane kyun sharmaaye, Jaane kyun sharmaaye, Jaane kyun sharmaaye, haan sharmaaye Is deewane ladke ko, koi samjhaye Pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye
Jaanti hoon mein, yeh tadapta hai Pyar mein iska, dil dhadakta hai
Jise dekho dil ki dhuni ramata hai Are yeh mandir nahin hai, shivala nahin hai Haseenon se kehdo kahin aur jayen Mera dil hai dil, dharamshala nahin hai
Yeh akele mein, aah bharta hai Phir bhi kehne se, yeh kyun darta hai Sach kuchh bhi, bole na, jhoothi baat banaaye Jhoothi baat banaaye, haan banaaye Is deewane ladke ko, koi samjhaye Pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye Dard-e-dil, jaane na, paas maein jitna aaun Utni door yeh jaaye, jaaye, haan jaaye Is deewane ladke ko, koi samjhaye Pyar mohabbat se na jaane, Kyun yeh ghabraye
Phool khilte hain, bahaaron ka sama hota hai Aise mausam mein hi to, pyar jawaan hota hai Dil ki baaton ko, hothon se nahin kehte Yeh fasaana to, nigaahon se bayaan hota hai.