Intzaar Ki Lanbi Raate Kat Lyrics Dulhan Banoo Main Teri - Shankar Mahadevan
Intzaar Ki Lanbi Raate Kat Lyrics Dulhan Banoo Main Teri - Shankar Mahadevan
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Dulhan Banoo Main Teri
Singers: Shankar Mahadevan
Song Lyricists: Ravinder Rawal
Music Composer: Raamlaxman (Vijay Patil)
Music Director: Raamlaxman (Vijay Patil)
Music Label: Venus
Starring: Faraaz Khan, Deepti Bhatnagar, Arun Bakshi, Beena, Dalip Tahil, Johnny Lever
Release on: 1st January, 1999
lyrics
Intzaar ki lanbi raate kat Jayengi aankho mein Teri yaad aayegi jab jab Phul khilenge shakho mein Wo royi hogi jo yu baithe Baithe mera khayaal aaya hoga Yaado ke ghere mein usne Khudko kitana tanha paya hoga Naa jane kaise usne Mujhe bhulaya hoga Meri khaatir shaam ko Tune roj shingaar kiya hoga Subah udhkar bhaari man Se roj utara hoga
Tasvir aankho mein liya Ham to yaado mein jiye Pure wo ho naa sake Vaade jo humne kiye Use bhi tuti kasmo ne rulaaya hoga Use bhi tuti kasmo ne rulaaya hoga Wo royi hogi jo yu baithe Baithe mera khayal aaya hoga
Wo jab milne aati thi ek Khushbu lekar aati thi Wo milkar chal deti thi Magar wo khushbu reh jati thi Wo badan shabnam kaa Tha husn wo punam ka tha Rang uske roop mein jaise Har mausam kaa tha Hatho se apne use Rab ne banaya hoga Hatho se apne use Rab ne banaya hoga Wo royi hogi jo yu baithe Baithe mera khayaal aaya hoga
Jhuki jhuki si ankhiyo Se milti hogi sakhiyo se Baago mein naa boli hogi Jakar phoolo kaliyo se Dard ye tadpaayega Wo sada yaad ayega Ab jake saath hi dil Se ye gam jayega Na bhula main use na Usne mujhe bhulaya hoga Na bhula main use na Usne mujhe bhulaya hoga Wo royi hogi jo yu baithe Baithe mera khayaal aaya hoga
Naa juda honge hummaut se bhi sanam Jaan hai tu meri saath hai har kadam Naa juda honge hummaut se bhi sanam Jaan hai tu meri saath hai har kadam Naa juda honge hummaut se bhi sanam Jaan hai tu meri saath hai har kadam Naa juda honge hummaut se bhi sanam Jaan hai tu meri saath hai har kadam Naa judaa honge hum.