Insaah Ki Khursi Lyrics Justice Chaudhury - Kishore Kumar
Insaah Ki Khursi Lyrics Justice Chaudhury - Kishore Kumar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Justice Chaudhury
Singers: Kishore Kumar
Song Lyricists: Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer: Bappi Lahiri
Music Director: Bappi Lahiri
Music Label: Music India Limited
Starring: Jeetendra, Hema Malini, Sridevi
Release on: 15th July, 1983
lyrics
Insaaf ki khursi pe pehale Tum khud ko bithaao Maine galat kya kiya hai Mujhe phir bataao Aansu bahaake mujhe Tum na doshi banaao Yeh mera nahi insaaf ka faisala hai Insaaf ka faisala, bhagvaan ka faisala Haa insaaf ka faisala, Bhagvaan ka faisala
I am in the hands of law, Anything can happen It’ s not mu flaw
Hoti nahi nyaay ki do aankhein, Sehani padati hai hamein yeh baatein Dharm ke kathin yeh raaste hain, Ek jaise sab ke waaste hain Bhul jaata hoon khud ki bhi surat, Banata hoon main jab nyaa ki murat
Uss samay mera koyi kuchh nahi Main bhi main nahi tum bhi tum nahi Mere liye toh insaaf hi bhagvaan Yeh mera nahi insaaf ka faisala hai Insaaf ka faisala, bhagvaan ka faisala Insaaf ka faisala, bhagvaan ka faisala
Patni ko aur putra ko harishchandra ne chhoda Garbhwati sita ko raam ne ban mein chhoda Karn ne apani maan se bhi naata nahi joda Aoane khun ko khud maine di hai saja Jwaalamukhi jaisa dil jala mera Yeh sab kyun huwa, Kyun, kis liye, kis liye Kaanun ko nibhaane ke liye, Insaaf ki surksha ke liye
Sachchaayi ko bachaane ke liye Insaaf ki khursi pe pehale Tum khud ko bithaao Maine galat kya kiya hai Mujhe phir bataao Aansu bahaake mujhe Tum na doshi banaao Insaaf ka faisala, Bhagvaan ka faisala.