Ik Rupaya Lyrics Krazzy 4 - Bhavin Dhanak, Jimmy Moses, Kirti Sagathia, Labh Janjua, Rahul Vaidya, Sudesh Bhonsle
Ik Rupaya Lyrics Krazzy 4 - Bhavin Dhanak, Jimmy Moses, Kirti Sagathia, Labh Janjua, Rahul Vaidya, Sudesh Bhonsle
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Starring: Juhi Chawla, Arshad Warsi, Irrfan Khan, Rajpal Yadav, Suresh Menon, Dia Mirza, Rajat Kapoor
Release on: 11th April, 2008
lyrics
Suniye…zara suniye… ik rupiya hoga Aap hamari madad karen to achchha hoga
Suniye..ik rupiya hoga
Main hoon ek bank manager Meri baat suno tum mister… Main hoon ek bank manager Meri baat suno tum mister… Ik rupiya ya ek laakh ya ek karod Bank se le lo loan tum ab do chinta chhod
Achchha sujhav hai.. Chhod di chinta ab kya karen?
Pehle bhejo aaplication… Jiss mein loan ka ho intention Saath mein bhejo tum guarantee Jo bhi tumhari ho property Usske ssare paper hamko dena Loan agar hai lena
Yeh kya baat huo bhai Arre aapke sar mein bheja hai ya bone…
Phone ki khatir leta hai koi loan Lekin loan ki khatir sab karte hain phone Humko phone ki khatir to pehle mil jata loan Kaun se phone ka lone? Loan ke jiss se karenge phone No no pehle phone aur phir loan Nahin nahin pehle loan varna kaise karenge phone Loan… phone… phone… loan… Suniye
Suniye…zara suniye… ik rupiya hoga Aap hamari madad karen to achchha hoga
Suniye…suniye shriman.. Ik rupiya hoga?
Budhhu mujhse tum ik rupiya maang rahe ho Main hoon kya aur mujhse tum kya maang rahe ho Ohhhh…
Wah.. Kya gala hai.. Kya yeh doctor ek singer se mila hai?
Main ek professor hoon.. Ek philosopher hoon Rupiya kya main dega tumko laakhon ka gyan ..suno
With globalization and liberalization International economy is changing Recession is increasing and there is inflation And constant fluctuation…
Tumse ek rupiya kya maanga Tumne to lecture de daala Tumne zara bhi dhyaan diya Maine free mein tumko kitna gyan diya Varna socho jiss ke paas ek rupiya na ho Wo chache ho jeeta marta Uss se koi baah bhi karta?
Suniye…zara suniye… ik rupiya hoga Aap hamari madad karen to achchha hoga… Suniye…zara suniye… ik rupiya hoga Aap hamari madad karen to achchha hoga…
Dus rupiye ka sawaal hai baba Dus rupiye ka sawaal hai Tere shares ka bhaav chadhe Teri income bahut badhe
Oh dus rupiye wale baba Oh dus rupiye wala baba Tum poora pahad hilate ho Humse kankar bhi nahin hilta Tum dus rupiye le lete ho Hamen ikk rupiya bhi nahin milta
Hooo..
Tum ullu ho… iss duniya ko pehle samjho Yahan badi cheez ki izzat hai Mango to bhekh badi mango.. Waah
Main izzatdaar bhikari hoon Ik rupiya agar main maangunga To meri jo position hai sab mitti mein mil jayegi
Bheekh ki seekh yahi hai bachcha Ik rupiya jo maangoge Duniya thenga dikhlaayegi
Give me money… give me some money Give me money… give me some now
Bhalsahab zara suniye Aare memsaab zara suniye Babusaab zara suniye Thehri.. Thehro..thehro Ab maine yeh jana hai Ab maine ye mana hai Jissko hum kehte hain rupiya Duniya ki khatir hai wo kya Chaand se sooraj se bhi zyada gol hai rupiya Pyaar mohabbat se zyada anmol hai rupiya Duniya ke maathe pe rupiya ik teeka hai Rupiya agar nahin to yeh jeevan pheeka hai Paisa paisa paisa paisa paisa paisa paisa paisa
Yahi agar duniya hai to tum sun lo yaaron Main to kehta hoon duniya ko thokar maaro.