Husn E Maghrur Lyrics Sarfarosh - Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Husn E Maghrur Lyrics Sarfarosh - Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Husne magrur ne palko Jhuka rakha hai Raaz ulfat ka nigaho mein Chupa rakha hai Ishq khuddar hai Wo bhi na juban kholega Fasla ishq mein dono Ne bada rakha hai Yu mile ke mulakat ho na saki Yu mile ke mulakat ho na saki Hoth kanpe magar baat ho na saki Hoth kanpe magar baat ho na saki Yu mile ke mulakat ho na saki Yu mile ke mulakat ho na saki Ho na saki ho na saki Hoth kanpe magar baat ho na saki Hoth kanpe magar baat ho na saki
Har nazar ek nayi dastan keh gayi Har nazar ek nayi dastan keh gayi Unko sikva hai ke baat ho na saki Unko sikva hai ke baat ho na saki Har nazar ek nayi dastan keh gayi Har nazar ek nayi dastan keh gayi Dastan keh gayi dastan keh gayi Unko sikwa hai ke baat ho na saki Unko sikwa hai ke baat ho na saki
Yeh husn yeh ada yeh Jawnai yeh bakpan Jaise bhari bahar ke Aagosh mein chaman Chehre pe rango noor ki Barsi hui ghata Rangeen si nigah mein Rangeen sa nasha Zulfen khule to chum le Sawan ki badliya Nazare uthe to raks mein Aa jaye bijaliya Yeh phul se hotho pe Baharo ke fasane Dhala hai tumhe noor ke Sanche mein khuda me Dhala hai tumhe noor ke Sanche mein khuda me Noor jalwo ka mehfil Mein barsa magar Noor jalwo ka mehfil Mein barsa magar Dil ke daman pe barsat ho na saki Dil ke daman pe barsat ho na saki Yu mile ke mulakat ho na saki Yu mile ke mulakat ho na saki Ho na saki ho na saki Hoth kanpe magar baat ho na saki Hoth kanpe magar baat ho na saki
Sama ka husn dekh Ke parvane jal gaye Lo aaj apni aag mein Deewane jal gaye Dekha jo range husn Tabiyat machal gayi Beikhtiyar aahate dil se nikal gayi Chhuta jo hath hath Se sabro karar ka Ja aage badh ke tham le Daman bahar ka Dekho ke kahi hai raat Ke rahi ne savera Batke huye dilo ka Mukadar hai andhera Batke huye dilo ka Mukadar hai andhera Pav utte to gesuye manzil magar Pav utte to gesuye manzil magar Raah ki roshni sath ho na saki Raah ki roshni sath ho na saki Raah ki roshni sath ho na saki Har nazar ek nayi dastan keh gayi Har nazar ek nayi dastan keh gayi Ji dastan keh gayi Unko sikwa hai ke baat ho na saki Unko sikwa hai ke baat ho na saki
Tere siva jahan mein Koi dusra nahi Ae husn yeh gurur Yeh dava baja nahi Hum kya hai hume dekh tu Humse nazar mila Humne kiya hai tumse Mohabbat se aasna Patthar ko dard baks Diya dil bana diya Chaha tumhe to naaz Ke kabil bana diya Hasti ko teri humne Sanwara saja diya Jare ko aasman ka Sitara bana diya Jare ko aasman ka Sitara bana diya Aag uthne se pehle Hi sharma gayi Aag uthne se pehle Hi sharma gayi Zulf bikhari par raat ho na saki Zulf bikhari par raat ho na saki Yu mile ke mulakat ho na saki Yu mile ke mulakat ho na saki Ho na saki ho na saki Hoth kanpe magar Baat ho na saki Hoth kanpe magar Baat ho na saki
Machle hai sare badn Deewane husn ke Samjhenge nadan kya Afsane husn ke Sabnam hi nahi shola Sarara bhi hai yeh husn Ek phul hi nahi hai angara Bhi hai yeh husn Nagmo ka charanan bhi Hai aaho ka taaz bhi Raato ki bekarari bhi Khwabo ka raaz bhi Tauba yeh husn ke Zara aaram se batihe Jo samne aaye to dil tham ke baithe Jo samne aaye to dil tham ke baithe Baji to yeh jano dil to lagi baar hai Baji to yeh jano dil to lagi baar hai Husn ko par kabhi maat ho na saki Husn ko par kabhi maat ho na saki Unko sikwa hai ke baat ho na saki Unko sikwa hai ke baat ho na saki Unko sikwa hai ke baat ho na saki Har nazar ek nayi dastan keh gayi Har nazar ek nayi dastan keh gayi Ji dastan keh gayi Unko sikwa hai ke baat ho na saki Unko sikwa hai ke baat ho na saki.