Hume Toh Maar Diya Lyrics Hum Kahan Ja Rahe Hain - Krishna Kalle, Mahendra Kapoor
Hume Toh Maar Diya Lyrics Hum Kahan Ja Rahe Hain - Krishna Kalle, Mahendra Kapoor
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Hame to mar diya are kisne bhai Hame to mar diya milke duniya walo ne Kabhi ustado ne kabhi gharwalo ne Hame to mar diya milke duniya walo ne Kabhi ustado ne kabhi gharwalo ne Hame to mar diya
Aaj hindusata ke sab shayar Badnasibo ki bat karte hai Ya likhenge ya garibo ki bat karte hai Ya hasino ki julf me uljhe Ya rakibo ki bat karte Ha nojawano ka gum likhe na koi Hampe kya hai sitam likhe na koi Hampe kya hai sitam likhe na koi Hame to mara hai kisne bhai Hame to mara hai lecture sunane walo ne Kabhi ustado ne kabhi gharwalo ne Hame to mar diya milke dunia walo ne Kabhi ustado ne kabhi gharwalo ne Hame to mar diya
Ghar ki halat to hu bahu suniye Bap bete ki guft gu suniye Ha kal akha tha maine ye dady se Lao paise hamari arz hai ye Tumhe pala tumhare daddy ne Hame palo tumhara farz hai ye Tum mahine me tees dete ho Nakdi do ddin hi pas rahti hai O athayis din mahine me Jeb meri udas rahti hai Yar dete hai mujhko dawat roz Mai abhi ek din unhe bulata hu Ha jau hotel me basdah bankar Or kangal banke aata hu Aye mere bap tujhe apne hi bete ki kasam Phir mujhe apne khazane ka sahara de de Tees ne not meri jan dobara dede Ha mere bap
Daddy bole mre aziz ho tum Ek number ke badtamiz ho tum Ek number ke badtamiz ho tum Sunai galiya are kisne bhai Sunai galiya kya kya sunane walo ne Hame to mara hai lecture sunane walo ne Kabhi ustado ne kabhi gharwalo ne Hame to mar diya milke dunia walo ne Kabhi ustado ne kabhi gharwalo ne Hame to mar diya
Apne teacher bhi kya kamal ke hai Kya batau azab khyal ke hai Apne teacher kabhi na khush honge Hamne to azma ke dekh liya Unka para kabhi utarta anhi Hamne maska lagake dekh liya Tight patlun se unke jidd hai Hero cut bal kat khate hai Ha chup raho to wo kahte hai gungi Kuch bole to dant khate hai Jitni insult wo karte hai Utni insult to khuda ne bhi Kabhi saitan ki na ki hogi Baat karne par bhi hai pabandi Aah bharne par bhi hai pabandi Aji jine ka jikar ka kijiye Yaha marne par bhi hai pabandi Hame khabro ke soch tha ke mar jayenge Marke bhi mil gaye to Teacher to akha jayenge Marke bhi mil gaye to Teacher to akha jayenge Dimag chata hai Dimag chata hai inke safed balo ne
Hame to mar diya are kisne bhai Hame to mar diya milke dunia walo ne Kabhi ustado ne kabhi gharwalo ne Hame to mar diya milke dunia walo ne Kabhi ustado ne kabhi gharwalo ne Hame to mar diya.