Hum To Aise Hain Lyrics Laaga Chunari Mein Daag: Journey Of A Woman - Pranab Biswas, Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan, Swanand Kirkire
Hum To Aise Hain Lyrics Laaga Chunari Mein Daag: Journey Of A Woman - Pranab Biswas, Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan, Swanand Kirkire
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Laaga Chunari Mein Daag: Journey Of A Woman
Jeb mein humrai do hi rupaiya Duniya ko rakhe thenge pe bhaiya Sukh dukh ko khuti pe tange Aur paap punya chooti se baandhe Nache hai hum ta ta thaiya
Are hum to aise hai bhaiya Are hum to aise hai bhaiya Yeh apna fashion ha bhaiya Are hum to aise hai bhaiya
Ek gali mein bum bum bhole Duji gali mein allah miya Ek gali mein gunje azaane Duji gali mein bansi bajiya
Sab ki labo mein lahu Bahe hai lahu bahe hai Apni rago mein ganga maiya Suraj aur chanda bhi dhalta Apne ishaao pe chalta Duniya ka gol gol pahiya
Are hum to aise hai bhaiya Are hum to aise hai bhaiya Yeh apna fashion ha bhaiya Are hum to aise hai bhaiya
Aaja banaras ka ra chak le aa Ganga mein jake tu dupki laga Rabbdi ke sang sang chaba le na ungli Maathe mein bhaag ka rang chada Chuna lagaile panwa khilayede Uspe tu zarde ka tadka lagaide Patna se aaibe pairis se aaibe Gangaji mein har koi nanga nahaibe Jeeete ji jo koi kaashi na aaye Char char kandho pe woh chad ke aaye
Are hum to aise hai bhaiyaah Are hum to aise hai bhaiyaah Yeh apni nagri hai bhaiyaah Are hum to aise hai bhaiyaah
Didi agar tujhko hoti jo mooch Mein tujhko bhaiya bulati tu sooch Are chutki agar tujhko hoti ho pooch to Mein tujhko gaiya bulati tu sooch
Didi ne na jane kyon chodi padhai Ghar baithe amma sang karti hai ladai Amma bechari kismein hai aai Raat din sukh dukh ki chakki yeh chalaye Are ghar baithe baithe babuji humare Lotry mein dhoonthe hai Kismat ke taare 3 2 1 2 72 Majhdaar mein humri naiya Phir bhi dekho mast hai hum bahiya
Are hum to aise hai bhaiyaah Are hum to aise hai bhaiyaah
Dil mein aata hai yahan Se panchi ban ke ud jaau Shaam pade phir dana Lekar laut kar apne ghar aau
Are hum to aise hai bhaiyaah Are hum to aise hai bhaiyaah Are hum to aise hai bhaiyaah.