Hum Bhi Hain Tum Bhi Ho Lyrics Jis Desh Men Ganga Behti Hai - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Hum Bhi Hain Tum Bhi Ho Lyrics Jis Desh Men Ganga Behti Hai - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Jis Desh Men Ganga Behti Hai
Singers: Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Saregama
Starring: Raj Kapoor, Padmini, Pran
Release on: null
lyrics
Hai aag hamare sine me Hum aag se khelte aate hai Takrate hai jo is takt Se mitti me mil jte hai Tum se to patanga achha hai Jo haste hue jal jata hai Oye hoye hoye hoye Wo pyar me mit to jata hai Par nam amar kar jata hai Par nam amar kar jata hai Hum bhi hai tum bhi ho Dono hai amne samne Dekhlo kya asar kar Diya pyar ke nam ne Gate garajte sagar hai Koi hamko bandh nahi paya Oye hum mauj me jab bhi lagraye Sara jag dar se tharraya Hum choti si wo bund sahi hai Seep ne jisko apnaya Khara pani koi pi na saka Ek pyar ka moti kam aaya Ek pyar ka moti kam aaya Hum bhi hai tum bhi ho Dono hai amne samne Dekhlo kya asar kar Diya pyar ke nam ne
Kis phul pe marti hai dunia Hai konsa fal sabse mitha Naino se jo naina takraye to Kon hara or kon jita Ye dil ka kamal sab se sundar Mehnat ka fal sabse mitha Is pyar ki bazi me haskar Jo dil hara wo sab jita Jo dil hara wo sab jita Hum bhi hai tum bhi ho Dono hai amne samne Dekhlo kya asar kar Diya pyar ke nam ne
Itna sa jigar itna Sa hai dil hai kya Kya bat badi karne aaye Kya paida hogi aag Agar pathar se Pathar na takraye Nanha sa ye dil Aankho me na ho to Pal me andhera ho jaye Itna sa dil tu dede agar Sara jag tera ho jaye Sara jag tera ho jaye Hum bhi hai tum bhi ho Dono hai amne samne Dekhlo kya asar kar Diya pyar ke nam ne
Jane kaisi ye mauje anjani Dil me aayi jaise yad purani Jane kaisi ye mauje anjani Dil me aayi jaise yad purani O yad purani Tumne liya aaj dil mera Aaj ki rang bhari sham ne Hum bhi hai tum bhi ho Dono hai amne samne
Tune mujhko sankha tha begana Lekin tumko maine hi pahchana Tune mujhko sankha tha begana Lekin tumko maine hi pahchana Hai pahchana Mil gayi manjile rah Hasi khul gayi samne Hum bhi hai tum bhi ho Dono hai amne samne Tu jo kahde mai teri ho jau Khoyi khoyi aankho me kho jau Tu jo kahde mai teri ho jau Khoyi khoyi aankho me kho jau Haye kho jau Tumne ye kya kiya log Dil ko lage thamne Dekhlo kya asar kar Diya pyar ke nam ne Hum bhi hai tum bhi ho Dono hai amne samne.