Ho Aaj Majhab Koi Lyrics Censor - Kavita Krishnamurthy, Roop Kumar Rathod, Vijeta Pandit, Vinod Rathod
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Starring: Dev Anand, Hema Malini, Shammi Kapoor, Rekha, Jackie Shroff, Mamta Kulkarni, Johnny Lever, Mukesh Khanna, Ayesha Jhulka, Sharad S. Kapoor, Tara Deshpande
Release on: 14th February, 2001
lyrics
Ho aaj majhab koi ek aisa naya Aaj majhab koi ek aisa naya Dosto iss jahan mein chalaya jaaye Ho aaj majhab koi ek aisa naya Dosto iss jahan mein chalaya jaaye Jisme insaan insaan banke rahe aa Jisme insaan insaan banke rahe Aur gulshan ko gulshan banaya jaaye Aaj majhab koi ek aisa naya Dosto iss jahan mein chalaya jaaye Aaj majhab koi ek aisa naya Dosto iss jahan mein chalaya jaaye Jisme insaan insaan banke rahe Aur gulshan ko gulshan banaya jaaye Aaj majhab koi ek aisa naya Dosto iss jahan mein chalaya jaaye
Aa jisase badhakar koi kitab nahi Are jiska milta koi jawab nahi Umr bhar chadh kar jo nahi utare Woh nasha hai magar sharab nahi Use pyar zamana kehta hai Uska deewana rehta hai Yeh aisa hai rangin nasha Yeh jitna chadhe utna hi maza Yeh jitna chadhe utna hi maza Yeh jitna chadhe utna hi maza Hontho pe gulab yahi toh hai Aankho mein khwab yahi toh hai Galo pe shabab yahi toh hai Ghunghat mein hijab yahi toh hai Hontho pe gulab aankho mein khwab Galo pe shabab ghunghat mein hijab Yahi to hai yahi to hai Yahi to hai yahi to hai
Isko paya mira ne Isko hi gaya kabira ne O har ruh ki aawaz hai yeh Sabse sundar sajh hai yeh Jis se roshan padosi ka aangan rahe Ho jis se roshan padosi ka aangan rahe Woh diya har ghar mein jalaya jaaye Jisme insaan insaan banke rahe Aur gulshan ko gulshan banaya jaaye Aaj majhab koi ek aisa naya Dosto iss jahan mein chalaya jaaye
Aa yeh chhav bhi hai aur dhup bhi hai Rup bhi hai aur anup bhi hai Yeh shabnam bhi angar bhi hai Yeh megh bhi hai malhar bhi hai Are isme duniya ki javani hai Yeh aag key bhitar pani hai Yeh ruh ka ek sarovar hai Khatare mein ek samandar hai Khatare mein ek samandar hai Khatare mein ek samandar hai Isme duniya ki javani hai Yeh aag key bhitar pani hai Yeh ruh ka ek sarovar hai Khatare mein ek samandar hai Shayar ka haseen tasavur hai Sangit ka ek svayamvar hai Shayar ka haseen tasavur hai Sangit ka ek svayamvar hai Yeh sabko sab kuch deta hai Aur badle mein badle mein badle mein Bas dil leta hai dil leta hai Bas dil leta hai dil leta hai Iska jo karam aaj ho jaaye Iska jo karam aaj ho jaaye To yeh mehfil bhi jannat si ho jaaye To yeh mehfil bhi jannat si ho jaaye Iska jo karam aaj ho jaaye Iska jo karam aaj ho jaaye To yeh mehfil bhi jannat si ho jaaye Jisme insaan insaan banke rahe Jisme insaan insaan banke rahe Aur gulshan ko gulshan banaya jaaye Aaj majhab koi ek aisa naya Dosto iss jahan mein chalaya jaaye Dosto iss jahan mein chalaya jaaye Dosto iss jahan mein chalaya jaaye Dosto iss jahan mein chalaya jaaye.