Has Kar Shararat Lyrics Jung Aur Aman - Krishna Kalle
Has Kar Shararat Lyrics Jung Aur Aman - Krishna Kalle
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Has kar shararat karna na Uf yeh qayamat karna na Ui main to mar gayi jadu kar gayi Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi Has kar shararat karna na Uf yeh qayamat karna na Ui main to mar gayi jadu kar gayi Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi Has kar shararat karna na Uf yeh qayamat karna na
Ghayal jigar pe mere Palko ki tuti suyi Kuch aisa teer chhoda Rehti hu khoyi khoyi Champa ki daal hu main Lekin hu chhui mui Ui main to mar gayi jadu kar gayi Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi Has kar shararat karna na Uf yeh qayamat karna na
Aanchal sambhalu jo main Sar se wo dhal na jaaye Ulfat karar keh ke Aankhon se chhalka jaaye Usko chhupau kaise Chehre se dhal na jaaye Ui main to mar gayi jadu kar gayi Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi Has kar shararat karna na Uf yeh qayamat karna na Ui main to mar gayi jadu kar gayi Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi.